आधार कार्ड से पैन कार्ड लिंक कैसे करे, Aadhaar-PAN Link

Kya Aapko Pata Hai Ki Pan Card Se Aadhar Card Ko Link Kaise Karte Hai, HindustanTimes Ki News Me Announcement Kiya Gaya Hai Ki Agar Apne Pan Card Ko Aadhar Card Se Link Karna Jaruri Hai, Agar Aisa Nahi Kiya Jata Hai Aapka Personal Pan (Permanent Account Number) Invalid Ho Jayega, Yeh Aapko 31 December…

Kya Aapko Pata Hai Ki Pan Card Se Aadhar Card Ko Link Kaise Karte Hai, HindustanTimes Ki News Me Announcement Kiya Gaya Hai Ki Agar Apne Pan Card Ko Aadhar Card Se Link Karna Jaruri Hai, Agar Aisa Nahi Kiya Jata Hai Aapka Personal Pan (Permanent Account Number) Invalid Ho Jayega, Yeh Aapko 31 December 2017 Se Pahle Karna Hoga Iska Pura Process Yaha Bataya Jaayega

Pan Card Ko Aadhar Card Se Link Kaise Kare
Pan Card Ko Aadhar Card Se Link Kaise Kare

India Me Finance Bill 2017 Ke Anusaar Pan Card Se Aadhar Card Ko Link Karna Required Ho Chuka Hai, Aaykar Adhiniyam Ki Dhara 139AA Ke Tahat IT Return Bharne or Aadhar Card Ko Iske Liye Jaruri Mana Gaya Hai, Me Aapko Iske Bare Me Full Guidelines or Process Me Batane Wala Hu Jis Mere Tutorial Ko Hindi Me Padhkar Yeh Aasani Se Kar Payenge

Abhi Tak Apne Pan Card Se Aadhar Card Kaise Jode Jis Aap Apne Pan Card Ko Bekar Hone Se Bacha Sakte Hai, Iske Liye Aapko Jayada Kuch Nahi Karna Aapko Online Income Tax E-File Website Me Register Karna Hai Jisko 5 Minutes Me Aap Kar Sakte Hai Is Tareeke Ko Follow Karke

Pan Card Ko Aadhar Card Se Link/Add Kaise Karte Hai

Aap Pan Card Ko Aadhar Card Se 2 Simple Steps Se Jodh Sakte Hai, Yeh Jankari Aapko Hindi Bataunga Jo Aap Carefully Padhe or Step By Step Follow Kare


Register On Online Income Tax E-File Website

Agar Aapko Yeh Pahle Bar Kar Rahe Hai to Aapko Online Income Tax E-File Website Par Account Banana Hoga Account Kaise Banaye Woh Yaha Batane Wala Hu

  1. Sabse Pahle Online Income Tax E-File Register Website Par Jaye
  2. Yaha Par Jakar User Type Me Individual Select Kare
  3. Next Page Me Pan Card Number, Surname or DOB Submit Karna Hai
  4. Uske Bad Aapko Personal Details, Address or Mobile Number Sab Bharna Hai or Registration Karna Hai
  5. Ab Aap Login Kar Sakte Hai Aapka Account Ready Ho Chuka Hai, UserID Aapka Pan Card Number Hoga Login Kare

How to Link Aadhar Card With Pan Card

  1. Login Karte Hi Aapki Screen Par Ek Pop-up Window Open Hoga Jaha Par Aapko Aapna Aadhar Card Number Type Karna Hoga or Link Now Par Click Karna Hoga
  2. Link Now Par Click Karte Hi Webpage Redirected Hoga Jis Check Hoga Ki Aadhar Card or Pan Card Ki Details Match Hoti Hai Ya Nahi
  3. Kuch Time Bad Aapka Aadhar Card, Pan Card Se Link Ho Jayega, Agar Pop-up Aapko Nahi Milta Hai to Aap Profile Setting Me Jakar Link Aadhar Par Jakar Yeh Process Kar Sakte Hai

Pan Card Se Aadhar Card Link Tab Nahi Hota Jab Dono Card Ki Identity Same Nahi Hoti, Agar Isme Bhi Aapko Koi Dikkat Aaye to Aap Comment Karke Mujhse Puch Sakte Hai

Abhi Tak Aisa Koi Niyam Laagu Nahi Hua Hai Par 2017 Me Yeh Niyam Banega Jis Aapko Apni Govt Identification Card Ki Security Ke Liye Yeh Karna Jaruri Hai Aap Mere Bataye Gaye Tareeke Se Aasani Se Aadhar or Pan Card Ko Jodh Sakte Hai Aadhar or Pan Ko Connected Karne Ka Yeg Simple Tareeka Aap 2 Steps Me Kar Sakte Hai

Agar Aapka Esse Judha Hua Koi Sawaal Hai Ya Kuch Puchna Hai to Comment Jarur Kare

Ask your question here

2 Comments

  1. Hey Vikku…. Maine aapko Msg Kiya he Fb pe…1 Help chahiye thi…. kya fb pe rply se skte ho…… ya h=fir whtsapp no. Plzz…