पिन कोड एड्रेस के बिना एडसेंस अकाउंट को वेरिफाई कैसे करें?
Adsense Account Ko Verify Karne Ke Liye Address Pin Code Se Verified Karna Jaruri Hota Hai Par Agar Isme Aapko Koi Problem Hai or Aapke Address Par PIN Nahi Milta to Iske Liye Adsense Pin Verify Ka Alternate Method Address Documents Upload Karke Aap Adsense Account Ko Verified Kar Sakte Hai, Google Adsense Publishers Worldwide Hai or Adsense Ki Help Se Apni Skills Ko Proov Karte Hue Online Business, Blogging or Other Service Provide Karte Hai or Uske Sath Google Adsense Se Earning Bhi Karte Hai.
Har Ek Blogger Jo Online Work Karta Hai Woh Adsense Account Approval Lena Chahta Hai Kyuki Yeh Sabse Acha or Aasan Tarika Hai Apni Website Par Ads Run Karke Revenue Increase Karne Ka, Par Adsense Milne Ke Bad 10$ Earning Hone Par Google Adsense Aapke Hometown Address Par Ek Speed Post Letter Bhejta Hai Jisme 6 Digit Address Verification Pin Hona Hai Usko Adsense Account Me Add Karna Required Hota Hai.
- Banned WhatsApp Number Ko Unban Kaise Kare
- Free me PAN Card Kaise Banaye? Instant e-Pan Card
- Free Jio Phone Ke Bare Me Hindi Jankari Buy? Booking? Price?
Mainly Problem Tab Hoti Hai Jab Publisher Pin Verify Nahi Kar Pata Jiske Reasons Ki Uske Address Par PIN Code Nhi Milta Ya Phir Kisi or Kaaran Se Woh Pin Se Adsense Ko Verify Nahi Kar Pata to Uska Adsense Fully Verified Nahi Hoga.
Google Adsense Verification Process Kya or Kaise Hoti Hai?
Dosto, Google Hamesha Advertisers or Publishers Dono Ko Aisa Way Provide Karna Chahta Hai Jis Apni Se Advertising Provide Kar Sake or Publishers Ko Revenue Mile
- First Process: Sabse Pahle AdSense Account Approval Lena Hoga Hai Jo Aapki Website Value, Ability or Friendly Hone Par Depending Karta Hai Agar Aapka Website Ads Friendly Hai to Aapko Adsense Approval Mil Jayega.
- Second Process: Adsense Multiple Account Ko Support Nahi Karta or 1 Adsense Me Multiple Website Setup Karna Support Karta Hai Aise Me Address Verified Ke Liye 10$ Ke Bad Pin Code Send Karta Hai Jisme 6 Digit Secret Code Hote Hai Jisko Adsense Setting Me Save Karna Hota Hai
Abhi Me Aapko Bataunga Ki Kis Tarah Se Aap Bina Pin Code Ke Adsense Account Ko Verified Kar Sakte Hai or Pin Code Verify Kiye Bina Fully Verified Adsebse Use Kar Sakte Hai
Adsense Account Ko Without PIN Verify Kaise Kare Id Proof Documents Se
Pin Se Verify Karna to Aapko Aata Hi Hoga, Agar Bina Pin Verified Karna Hai to 10$ Hone Ke Bad Adsense Me Ek Notice Show Hoga Kuch Is Tarah Se
“Your Payments are currently on hold because you have not verified your address.”
Step 1: Sabse Pahle Apne Adsense Account Me Login Kare, Iske Liye Aap Chrome Browser Ka Use Kare Sahi Rahega.
Step 2: Login Hone Ke Bad Aapko Adsense Pin Verify Ke Liye Notice ‘Your Payments are currently on hold because you have not verified your address’ Show Hoga Uske Samne ‘Action’ Ka Option Hai Us Par Click Kare
Step 3: Ab Aapke Samne Pin Verification Page Open Hoga Jaha Par Aapko Google Pin Dalna Hoga Jis Aapka Adsense Address Confirmed Ho Jayega
Agar Aapke Paas Pin Nahi Hai to Aapko Yaha Par Bottom Me This Form Ka Option Milega Jispar Click Kare
Agar Aapko Aisa Koi Option Nahi Mil Raha to “Adsense ID Verification Form” Par Jaye
Step 4: Ab Aapki Screen Par Adsense Identity Verify Form Show Hoga Jisko Fill Kare
- Name: Yaha Par Aapko Apna Payee Name Fill Karna Hai
- Contact Email Address: Jis Bhi Email Se Aap Adsense Apply Kiye Ho Woh Email Type Kare
- Adsense Publisher ID: Yaha Par Aapko Apne Adsense Ki Publisher ID Likhna Hoga
- Submit A Attachment: Yaha Par Aapko Woh Documents Ki Picture Upload Karna Hai Jo Govt Issue* Ho or Jisme Aapka Address Likha Hua Ho.
Yeh Sab Fill Karne Ke Bad Submit Par Click Kare or Is Request Ko Submit Kar De, Adsense Team 12 Hours Ke Andar Aapki Request Ko Review Karega or Aapka Adsense Account Without Pin Code Verified Ho Jayega.
Mujhe Umeed Hai Aapko Adsense Pin Code Verify Ko Bypass Karke Govt ID Se Pin Verification Karne Ki Jankari Pasand Aayi Hogi, Agar Aapka Koi Sawaal Hai Comment Jarur Kare or Isse Social Sites Par Bhi Share Kare.
Fir ho jayega kya sir pin varify aur kitna time lagta hai pin varify hone me?
24 Gante
Nice information dear vikash bro.. thanks for given information
thanks bhai