Android Mobile Hanging Problem ठीक कैसे करे
Kya Aap Bhi Apne Hang Hone Wale Mobile Phone Se Preshan Hai?, Hanging Problem Fix Kaise Kare Kya Aapka Bhi Smartphone Hang Hota Hai Jis Aap Preshan Ho Par Aaj Me Is Post Me Isi Bare Me Baat Karunga Ki Android Mobile Hanging Problem Kyun Hota Hai or Aap Apne Mobile Ko Hanging Problems Se Dur Kaise Rakh Sakte Hai
Hanging problem Aksar Sabhi Phone Me Hoti Hai Par Isse Jayada Bada Issue Na Samajhe Agar Aap Mere Is Post Ko Follow Karenge to Aap Bahut Hi Simple Steps Follow Karke Apne Mobile Ki Hanging Dikkat Ko Dur Kar Sakte Hai
Ek Report Se Chala Chala Hai Ki 70% Smartphone Ka Use Karte Hai or Unhe Yeh Dikkat Ho Rahi Hai, Mobile Hang Hamesha Choti Choti Chizo Se Hota Hai Agar Aap Regular Life Me Mobile Phone Ko Use Karte Time In Chizo Ko Follow Karte Hai to Aap Mobile Ko Hang Hone Se Rok Sakte Hai
Dekhiye Jab Aap Market Se New Smartphone Buy Karte Hai to Aapka Mobile Phone Use Karne Me Fast Hota Hai or Aapko Hanging Problems Nahi Aati Par Jab Aapka Mobile 1 Saal Ya 6 Mahine Purana Ho Jata Hai Aksar Usme Yeh Dikkat Apne Lag Jati Hai
- 5 Tricks Jis Follow Karke Aap Facebook Par Followers Badha Sakte Hai
- Bhim App Kya Hai, Bhim App Ko Use Kaise Kare
- Anomor Kya Hai, How to Use Anomor
Aaj Me Aapko Is Post Me Aapko Bataunga Ki Mobile Hang Kyun Hota Hai or Aap Kaise Mobile Ko Hang Hone Se Rok Sakte Hai
Android Smartphone Hang Kyu Hota Hai?
Is Ke Bahut Reason Hai Me Aapko Batata Hu Agar Aapka Mobile Use Karte Time Hang Ho Raha Hai to Aapke Smartphone Ki RAM (Read Access Memory) Kam Hai Jis Woh Processing Nahi Kar Pata or Hang Hokar Ruk Jata Hai, Yeh Dikkat Aksar 1 GB Ram Se Kam Wale Smartphone Me Aati Hai, Hanging Problem Fix Kaise Kare
Agar Aapka Mobile Phone Gaming Ke Time Hanging Problem Ho Raha Hai to Aapko Samajh Lena Chahiye Aapke Smart Phone Ka Processor Week Hai Jo Aapko Gaming Me 3D Games Khelne Par Hang Ho Jata Hai Yeh Problems Aksar 1.3 GhZ Se Kam Wale Processor Me Aati Hai, Hanging Problem Thik Kaise Kare
Or Jab Aapka Mobile Phone Kuch Bhi Process Kar Raha Hota Hai to Aap Usse Cancelled Kar Dete Hai Jiska Result Yahi Niklta Hai Ki Aapka Mobile Hang Hoga, Hanging Problem Fix Karne Ka Tareeka
To Dosto Yahi Top Reasons Hai Jis Aapka Mobile Hang Hone Lag Jata Hai Ab Me Aapko Bataunga Ki Aap Kya Kare Jis Aap Apne Mobile Phone Ko Hang Hone Se Bacha Sakte Hai
Android Mobile Ki Hanging Problem Kaise Thik Kare – 5 Most Tips
1. Ram Problam In Android
Mene Aapko Pahle Bhi Bataya Ki Aapke Mobile Ki Read Access Memory Kam Hone Ke Kaaraan Aapka Mobile Hang Hota Hai Par Aap Apne Mobile Ko Hang Hone Se Rok Sakte Hai, Dhyan Rakhe Ki Aapki Running Memory 512 Mb Hai to Aapka Mobile Hang Jarur Hoga Par Aap Faltu Apps Ko Uninstall Karke Apni Ram Ko Free Kar Sakte Hai Jis Aapka Mobile Hang Nahi Hoga
2. Antivirus or Cleaning Apps
Agar Aap Apne Mobile Ko Hanging Se Rokne Ke Liye Antivirus Ya Cleaning Apps Rakhte Hai? Par Aap Bat Se Bilkul Aanjaan Hai Ki Yeh Apps Jab Running Karti Hai to Aapka Mobile Load Leta Hai Jis Wajah Se Aapka Smartphone Hang Hone Lag Jata Hai, Meri Raay Yahi Hai Ki “ShutApp App Ka Use Kare” Jis Aapka Mobile Hang Nahi Hoga
- Paytm Kya Hai, Kaise Use Kare, Kaise Recharge Kare
- True Balance App Se Paise Kaise Kamaye – Earn Unlimited
- Indias All Sim Network Ussd Codes List
3. Restricted Data Use Karke
Yeh to Simple Baat Hai Ki Har Koi WhatsApp, Facebook, Hike Jaise Social Messenger Ka Use Karta Hai, Par Jab Aap Aapna Data On Karte Hai to Inpar Itne Message Aate Hai Ki Ek Time Ke Liye to Aapka Mobile Hang Hi Ho Jata Hai, Isko Rokne Ke Liye Restricted Data Me Add Kare Jo Apps Aap Use Nahi Karte Unhe, Jab Aap Unko Open Karenge Tabhi Woh Processing Karegi, Setting » Data Usage Me Jakar Aap Faltu Apps Ko Restricted List Me Add Kar Sakte Hai
4. Process + Cancel = Hang
Fourth Point Ka Name Padhkar Aapko Bahut Kuch Pata Chal Gaya Hoga Ki Me Kis Bare Me Baat Kar Raha Hu, Me Hi Batata Hu Jab Aapke Smartphone Ka Operating System Kuch Process Kar Raha Hai to Aap Usse Cancell Kar Dete Hai to Aapka Mobile Hang Hona Suru Kar Dega, Jaise Ki Apne Play Store Open Kiya Woh Loading Kar Raha Hai Isliye Aap Usse Cancel/Cut Kar Dete Hai Jis OS Confuse Hokar Aapka Mobile Hang Ho Jayega to In Chhoti Chhoti Bato Ka Dhyan Rakhe
5. Cache/Cookies & Stop Force
Aap Aagar Apne Mobile Ko Long Life Time Tak Use Karna Hai to Aapko Mobile Ki Care Karni Padegi or Is Care Me Aapka Bilkul Bhi Kharcha Nahi Aayega But Aapko Apne Mobile Ko 2-3 Dino Se Usko Clean Karna Jaise Aap WhatsApp Use Kar Rahe Hai to Uski Caches Clere Kare or Cookies Ko Bhi Time Time Par Clere Karte Rahe Isme Aapko Ek App Suggest Karta Hu Jis Aap Yeh Aasani Se KR Sakte Hai Iske Liye “ShutApp App” Ka Use Kare
Yeh Jo 5 Tips Maine Aapko Uper Suggest Kiye Yahi Main Wajah Hai Jis Aapka Mobile Aksar Hang Ho Jata Hai Par Aap Inn Kuch Khas Tips Ko Regular Use Karke Apne Smartphone Mobile Ko LongLife Tak Secure Rakh Sakte Hai or Main Jo Tips Bataye Hai Inka Koi Personal Use Nhi Hai Inhe Aap Regular Normal Use Kar Sakte Hai or Inko Dayan Me Rakhkar Aap Apne Device Ko Use Kar Sakte Hai or Apne Mobile Phone Ko Hang Hone Se Rook Sakte Hai
- WhatsApp Par Videos Ko Stream Kaise Kare
- WhatsApp Two Step Verification Ke Bare Me Full Guide
- How to Enable Google Assistant In Android
Golden Tips – Agar Aap New Mobile Phone Lete Hai to Aapko Uski Ram Processor or Uski Internal Storage Ke Bare Me Pata Kare Uske Bad Hi Mobile Buy Kare Jis Aap Bad Me Hone Wali Is Samsya Se Chutkara Paa Sakte Hai or Bad Me Aapka Mobile Bhi Hang Nahi Hoga
Mujhe Umeed Hai Aapko Yeh Post Pasand Aaya Hoga Isse Achhe Se Follow Karke Aap Apne Android Mobile Ko Hang Hone Ki Problem Se Thik Kar Sakte Hai, Agar Aapka Koi Sawaal Jawaab Hai to Comment Jarur Kare
Mast information di aapne bhai keep sharing us