Android Pie क्या है, इसमें नया फीचर क्या है?
Android Pie Google Ka Brand New Operating System Hai Jisko Android Smart Phone Ke Liye Android Oreo Ke Bad Released Kiya Gaya Hai, Kya Aapko Android Pie Ke Bare Me Pata Hai Ki Is Update Me Kya Khas Hai or Aapko Kon Komse New Features Milne Wale Hai? Agar Aapko Iske Bare Me Jankari Nahi Hai to Hum Aapko Android P Operating System Ke Bare Me Puri Jankari Hindi Me Share Karenge Jis Android Pie Ko Janne or Samjhne Me Aapko Aasani Hogi.
Friends Android Ne Latest Operating System Me Bahut Sare Brand New Features or Options Open Kiye Hai Jo Bahut Hi Jyada Useful Hai, Android Sabse Acha Operating System Hai Isliye Aapko Yeh Janana Jaruri Hai Kyuki Lagbhag Sabhi Smartphone Users Android Mobile Operating System Ko Use Karte Hai, Google Ne New Operating System Ka Name Android P or Android Pie Rakha Hai
Update Ki Baat Kare to Android-P Ko Abhi Beta Testing Me Rakha Gaya Hai Jis Android Developers Uski Testing Kr Sake or Usme Jo Bhi Bug or Error Hai Jiski Report Karke Usse Dur Kiya Jaa Sake, Android Ka First Android Operating System 23 September 208 Ko Lauch Kiya Gaya Tha Jiske Bad Android Bahut Bahut Baar Upgrade Kiya Jaa Chuka Hai or Abhi Ka Latest Update Android P Hai, to Dosto Jante Hai Android P Kya Hai or Kya Hi Iske Khas Features In Hindi
- MIUI 10 Features in Hindi: How to Update, Supported Device List
- Instagram Par Follower Kaise Badhaye Working Trick
- Facebook Par Likes Kaise Badhaye, Facebook Auto Like Trick in Hindi
Android P Kya Hai? Android Pie In Hindi
However, Android P Google Android Ka Latest Mobile Operating System Hai or Yeh Operating System Ko Google Android Developers Se Banaya Hai, Android Oreo Ke Success Ke Bad Google Ne New Os Update Ki Tayari Kar Di Hai Jis Android Oreo Ke Bad Me Android P Uski Jagah Lega, Android Orea Ko 2017 Me Launch Kiya Gaya Par Bahut Sare Smartphones Me Abhi Tak Android Oreo Ka Update Nahi Mila Hai
Google Android P Android Ka Ninth Major Update Hai or Android Ka 16th Version Hai Jiske Beta Tester Launch Ke Sath Hi Iske Bare Me Google Ne Iske Features Ko Announcement Me Bataya Hai, Google Me Yeh Bhi Kaha Ha Ki Yeh Operating System Me Bahut Sare Minor or Major Update Kiya Gaye Hai Jo Android Ki Popularity Ko Badha Dega
Android P Ki Initial Release Date 6 August 2018 Jiske Developer Google Hai Par General Availability Ki Baat Kare to Google Ne August 6, 2018 Bola Hai Jo Google Androi Ka Latest Release 9.0.0 Hai, Mera Yahi Kahna Hai Ki Bahut Sare Android Users Abhi Bhi Kitkat or Marshmallow Use Kar Rahe Hai New Upgrade Ki Jagah Un Devices Ke Liye Stable Update Provide Karna Chahiye Jis Sabhi Google Android Ke Update Ko Aasani Se Use Kar Sake
Android P Update Kaise Check Kare Apne Phone Ke Liye
Kya Aap Bhi Apne Smartphone Ko Android-P Me Upgrade Karna Chahte Hai to Uske Liye Aapke Paas Internet Hona Chahiye Abhi Me Aapko Step By Step Bataunga Ki Kis Tarah Se Aap Android P Capability Ko Check or Android Os Ko Update Kar Sakte Hai, Abhi Tak Yeh High End Smartphone Ke Liye Launch Hua Hai Par Sayad Android P Device Supported List Me Aapka Bhi Phone Hai to Aapko Android P Update Check Karna Chahiye
Android P Update Check Karne Ke Liye Aapke Apne Phone Ka Internet Enabled Rakhe or Agar Aapko Iska Update Nhi Mila to Niraash Hone Ki Jarurat Nahi Hai Kyuki Yeh Abhi Bahut Kam Phones Ke Liye Hi Available Hua Hai.
- Sabse Pahle Apne Android Phone Ki System Setting Me Jaye or Waha Par Aapko About Phone Ka Option Milega Us Par Tap Kare
- Ab Aapke Samne Check Update, System Update Ya Phir Check For Update Ka Option Milega Us Par Tap Kare
- Ab Aapke Phone Ke Updates Check Hoge If Aapke Koi Update Mila Hai to Yaha Par Show Ho Jayega
Agar Aapko Android Pie OS Update Available Milta Hai to Usse Update Kar Sakte Hai, Meri Yahi Raay Hai Ki Android P Ki Custom Rom Install Mat Kare Keval Stable Rom Hi Install Kare
Android P Features In Hindi, Android Pie Ke Features
- Markup Screenshot Editor : Ab Aap Aasani Se Apne Phone Me Screenshot Ko Capture Kar Sakte Hai Waise Screenshot Ka Features Android Aapko Hamesha Se Deta Aaya Hai Par Android P Me Power Menu Button Se Screenshot Lekar Usse Annotate, or Crop Karke Draw Bhi Kar Sakte Hai
- Redesigned Notification or Quick Settings : Quick Setting Me Google Ne Rounded Look Diya Hai, User Experience Ko Dekhte Hue Quick Setting Me Aapko Sabhi Quick Setting Features Dekhne Ko Mil Jayenge or Notification Bar Ko Bhi Fix Kiya Gaya Hai.
- Redesigned Settings Menu : Android P Me System Setting Ko Puri Tarah Se Badal Diya Gaya Hai, Android Setting Ka Aapko New Look Dekhne Ko Milega, Setting Me Diye Gaye Har Section Ka Aapko Specific Icon Dekhne Ko Milega.
- Gesture Navigation : Android P Me Aapko Gesture Control Ka Features Bhi Milega Jaisa Ki Apne Iphone X Me Dekha Hai, Swiping Gesture, Sliding Gesture or Bhi Bahut Sare Gesture Android P Me Dekhne Ko Milenge.
- Adaptive Battery & Brightness : Apps Ko Sahi Se Run Karne Ke Liye AI Machine Learning Ka Use Karke Adaptive Battery or Brightness Ka Features Aap Ko Diya Gaya Hai, Jo User Experience Ke Hisab Se Automatically Kaam Karega.
- Accessibility Features : Accessibility Ko Puri Tarah Se Badal Diya Gaya Hai or Screenshot, Sound Amplifier or Select to Speck or OCR In Camera View Features Dekhne Ko Milenge.
- Camera Features : Android P Multi Camera Support Ke Sath Aapko Aisa OS Milega Jo 2 Other Physical Camera, Dual Back or Dual Front Camera Features Deta Hai Jis Aasani Se D-SLR, Bokeh Effect or Stereo Vision Jaise Effect Kar Sakte Hai.
- Display Features : Display Cutout Wale Smartphones Ke Liye Screen Space Available or Jyada Features Add Kiye Gaye Hai, Edge-to-Edge, Aspect Ratios Ke Sath Display Cutout Support Kiya Gaya Hai
- Media Features : Multiple Bluetooth Connection, Sound Delay Reporting, Volume Memory Per Bluetooth Device, HDR Mode, HD Audio or HEIF Jaise Unique Features Dekhne Ko Milenge.
- Notification Features : Notification Ki Problem Sabhi Ko Aati Hai Notification Management or Notification Enhancements Messaging Ko Dhyan Me Rakhte Hue Android Pie Banaya Gaya Hai.
- Privacy & Security Features : Android Backups, Android Biometric Prompt, Android Protection Confirmation, Strong Box Jaise Features Aapko Device Ki Security Ke Liye Milte Hai or Privacy Enhancements Par Kafi Focus Raha Hai.
- System Usability Enhancements : Volume Control, Auto Rotation Features, New System Navigation, App Action or Overview Selection Features Ko Improve Karke Android P Me Diye Gaye Hai.Android P Kya Hai or Aapko Android P Me Kon-Konse Features Milte Hai Iski Jankari Aapko Mil Chuki Hai, Abhi Me Aapko Iske Naam or Iske Kuch Announcements Ke Bare Me Jankari Deta Hu Jis Aapko Android P Full Information Hindi Me Sikhne Ko Mil Jayegi.
Android P Ka Matlab Kya Hai?
Google Ne Android Ke Latest Operating System Ka Naam Android Pie Kyu Rakha? Haalanki Google Ne Hamesha Se Hi Khani Ki Chizo Ko Apne OS Version Ke Roop Me Rakha Hai Jaise Oreo, Nougat, Marshmallow or Lollipop, Google Ne Announcement Me Android P Ke Bare Me Bola Jis Logo Ne Bahut Sare Name Guess Kiye The Jisme Se Pie Ko Selected Kiya Gya.
Kya Android P Sabhi Android Phone Me Milega?
Yeh Kahna Muskil Hai Kyuki Google Har Saal Ek New OS Update Deta Hai or Old Smartphones Me Uske Updates Dene Ka Par Dhyan Nahi Deta, or Abhi Tak High-End Devices Me Android P Ka Update Dekhne Ko Mila Hai Aise Me General Users Ko Thoda Intzaar Karna Pad Sakta Hai.
Android P Ko Download Kaise or Kon Kar Sakta Hai?
Maine Aapko Bataya Tha Ki Yeh Beta Testing Me Hai or Google Android Developers Ne Kuch Smartphones List Share Ki Hai Jisme Pixel or Pixel 2 XL Devices Ki Eligibility Ko Dikhaya Gaya Hai, Abhi to Nahi Par Bahut Jaldi Aapke Android Phone Ko Android P Ka Update Milega
Android Mobile Operating System Ke Latest Version Android P/Pie Bahut Sare Unique Features Ke Sath Aane Wala Hai, Aapki Google Android OS or Iske Latest Update Ke Bare Me Kya Vichar Hai Hamare Sath Share Jarur Kare.
आज के लेख में “Android Pie क्या है” के बारे में बहुत कुछ नया सीखने मिला, अगर आपको “Android P Features in Hindi” से जुड़ी कोई भी जानकारी लेनी है तो Comment करे और हम आपके सभी सवालों के जवाब देने का प्रयास करेंगे.
इससे Social Media कर पर अपने दोस्तों के साथ ज़रूर शेयर करे जिससे हमें भी कुछ मदद मिलेगी
Bhai mai ek lena chahta hu emi pe mai 4 din se youtube pe videos dekh rha par bahut sare confusion hai please aap mere dhyan se padhna
1.Bhai flipcart wale (customer se bat ki)khte hai ki agara tum credit card se emi kroge to suppose aapka phone 15000 ka hai to aapke aacount me 15000 hona chaiye aur aapka wah aacount freez ho jayega to bhai ye batao ki agara hamare pass 15000 rs hote to ham emi se q lete direct cash on delivery na le lete
2.bhai amazon wale khte hai ki suppose aap 15000 ka phone buy kr rhe hai to apke account me 15000 rs hone chaiye aur 1 inistallment k bad aap baki ka balence use kr skte hai
Bhai ab pta nhi kya sacchai kya shi kh rhe hai aap please pta krke batana agar mai isse buy bhi kr lu(NO COST EMI) to bhai ye batana KI MUJHE iske liye bank ko kuch cahrge dene padenge bhai credit card bahut sare hidden charge hote mujhe dar lagata hai
3 aur ha bhai mai ek site dekhi(www.zestmoney.com) jo khte aapke pass credit card ho ya na ho to aap emi se buy kr skte hamari site k thorw bhai agar mai (no cost emi ) wal product buy kru to to ye site mujhse kuch alag se paise lega kya
Bhai please reply jarur krna
Bhai aap finall batana mai kaise buy kru apna phone emi se
Ho ske to call krke bta dena 7985244165
me jaldi hi aapse whatsapp par contact karta hu or is bare me aapki madad karta hu