Backlinks SEO क्या है और यह कैसे काम करता है?
Ahrefs द्वारा निर्मित Free Tool Backlink Checker की मदद से आप किसी भी वेबसाइट और ब्लॉग के backlinks को फ्री में चेक कर सकते हैं, मुख्य रूप से बैकलिंक्स बनाने से, आपकी वेबसाइट के डोमेन अथॉरिटी और पेज अथॉरिटी पर हानिकारक प्रभाव पड़ सकता है, DA/PA Checker की मदद से उपकरण आप इसे देख सकते हैं।
यदि बैकलिंक्स ने आपके ब्लॉग और वेबसाइट को प्रतिकूल रूप से प्रभावित किया है, तो आप स्पैम स्कोर चेकर या SEMrush या Ubersuggest की मदद से अपने ब्लॉग और वेबसाइट के लिंक को मुफ्त में जांच सकते हैं।
Hi Friends, Is Post Me Main Aapko Backlink Ke Bare Me Puri Jankaari Dene Ki Koshish Karunga Ki Backlinks Kya Hote Hai Aur Inki Kya Importance Hai. Aap Seo Se to Vaqif Hi Honge, Agar Aap Apne Blog Ko Search Results Me First Page Par Lana Chahte Hai to Aapko Apne Blog Ka Seo Karna Bahut Hi Jaruri Hai.
Seo Ko 2 Type Se Kiya Jata Hai –
- On Page Seo
- Off Page Seo
On Page Seo Me Ve Sabhi Chize Aati Hai Joki Aap Apni Blog Post Likhte Waqat Apply Karte Hai, On Page Seo Acchi Parkar Se Karne Ke Liye Aapko Ek Seo Optimized Article/Post Likhni Hoti Hai.
Read This — Facebook Profile Picture Guard Se Apni Profile Picture Ko Protect Kaise Kare
Read This — New Method to Make Jangli Name ID On Facebook 2017
Off Page Seo Me Ve Sabhi Chizen Aati Hai Joki Aap Apne Blog Ke Bahr Apply Karte Hai. Inmen Sabse Important Hote Hai- Link Building Aur Social Media Presence. Social Media Presence Me Aapko Apne Blog Ko Social Media Par Promote Karna Hota Hai Aur Link Building Me Aapko Apne Blog Ke Liye Backlinks Bnane Hote Hai. Jitne Jyada Aapki Site/Blog Ke Backlinks Honge Aapki Site Search Results Me Utni Hi Higher Rank Hasil Karti Hai.
Ab Jyada Der N Karte Hue Main Aapko Backlinks Ke Bare Me Btata Hoon. to Fir Aaiye Jante Hai Ki Backlinks Kya Hote Hai Aur Ye Aapke Blog/Website Ke Liye Kyon Important Hai
Backlink Kya Hote Hai? Full Jankari
Main Aapko Bilkul Simple Tarike Se Btane Ki Koshish Karta Hoon. Backlinks Veh Link Hote Hai Joki Ek Website Kisi Dusri Website Se Prapt Karti Hai. Jaise Ki Maan Lete Hai Agar Main Aapki Site Ka Link Apni Kisi Post Ya Apne Blog Par Add Karta Hoon to Isse Aapki Site Ko Ek Backlink Prapt Hota Hai.
Backlinks Ka Kya Fayda Hota Hai?
Backlinks Aapke Blog Ke Liye Bahut Jyada Faydemand Hote Hai. Aapki Site Ke Jitne Jyada Backlinks Hote Hai Google Aapki Site Ko Search Results Me Utni Hi Jyada Value Deta Hai. Lekin Google Aapke Blog Ko Value Tabhi Deta Hai Jab Aapke Blog Ke Backlinks Quality (Achi) Sites Se Honge.
Backlinks Ke Aur Bhi Bahut Saare Fayde Hote Hai Jaise Ki Search Engine Aapki Site Ko Jaldi Index Karne Lagta Hai, Aapki Site Ko Referral Traffic Milta Hai, Aapki Site Ki Authority Increase Hoti Hai.
Quality Backlink Kya Hote Hai?
Quality Backlinks Ve Hote Hai Jo Aapko Quality Sites Se Prapt Hote Hai. Jaise Ki Sahu4You.Com Ek Quality Site Hai Aur Agar Aapko Sahu4You Se Backlink Prapt Hota Hai to Google Aapki Site Ko Jyada Value Deta Hai Aur Aapke Blog Ko Search Results Me Higher Ranking Prdan Karta Hai.
Quality Backlinks Bnane Ke Liye Aapko Relevancy Ka Bhi Bahut Dhyan Rakhna Padta Hai Mtlab Ki Agar Aapka Blog Technology Se Related Hai to Aapko Other Technology Related Blogs Se Hi Backlinks Prapt Karne Honge, Iske Bjaye Agar Aap Kisi Food Blog Se Backlinks Prapt Karte Hai to Google Aise Backlinks Ko Jyada Value Nahi Deta.
Backlinks Kitne Prkar Ke Hote Hai?
Backlinks Do Type Ke Hote Hai-
- Do-Follow
- Do-Follow
Do-Follow Backlinks:
Do-Follow Backlinks Link Juice Pass Karne Me Madad Karte Hai, Yani Ki Aise Links Aapke Blog Ki Ranking Ko Bdhane Me Kafi Madadgaar Hote Hai. Dofollow Links Ka Example:
“<A Href=”Http://Www.Google.Com/”>Google</A>”
Ya Fir
“<A Href=”Http://Www.Google.Com/” Rel=”Do-Follow”>Google</A>”
By Default Sabhi Links Do-Follow Hote Hai, Lekin Agar Aap Chahte Hai Ki Aap Jo Link Dusri Sites Ko De Rahe Hai Usse Link Juice Pass N Ho to Aap Link Me No-Follow Attribute Add Kar Sakte Hai.
No-Follow Backlinks:
Ye Ve Backlinks Hote Hai Joki Link Pass Karne Ko Allow Nahi Karte, Inki Search Engine Me Value Do-Follow Links Ke Mukable Kam Hoti Hai. Search Engine Ranking Me No-Follow Links Ka Role Nahi Hota Hai. No-Follow Backlink Ka Example:
“<A Href=”Http://Www.Google.Com/” Rel=”No-Follow”>Google</A>”
To Agar Kabhi Aapki Site Par Aesi Site Ki Link Add Karne Ka Moka Pade Jispar Kuch Galat Chij Hai to Aap Usko No-Follow Kar Sakte Hai.
Apni Site Ke Backlink Kaise Prapat Kare?
Ab Aap Backlinks Ki Importance Ko Samajh Gaye Honge, Isliye Ab Aapke Man Me Ye Question Jarur Aaya Hoga Ki Backlinks Bnane Ki Shuruaat Kaise Kare. Apni Site Ke Backlinks Bnane Ke Liye Aap In Simple Tarikon Ka Pryog Kar Sakte Hai:
1. Hamesha Quality Content Likhe :
Agar Aap Apne Blog Ke Liye Jyada Se Jyada Backlinks Bnana Chahte Hai to Iske Liye Aapko Apne Blog Par Quality Content Likhna Hoga. Post Bilkul Simple Bhasha Me, to The Point Aur Vistaar Se Honi Chahiye. Yani Ki Aapko Aise Articles Likhne Honge Jise Aapke Readers Asaani Se Samajh Saken Aur Vah Article Unki Mdd Kar Sake. High Quality Content Likhne Se Other Bloggers Aapke Article Ke Link Ko Apne Readers Ki Help Karne Ke Liye Post Me Add Kar Sakte Hai. Jese Ye Ek Badiya Article Hai.
2. Other Blogs Par Commenting Karna Shuru Kare:
Backlinks Bnane Ka Ye Free Aur Easiest Method Hai, Aapko Bas Ye Karna Hai Ki Apne Niche Ke Other Blogs Par Regularly Commenting Shuru Karen. Jin Blogs Par Commentluv Enabled Hota Hai Un Par Commenting Karne Se Aapke Blog Ko Do-Follow Backlink Prapt Hota Hai Joki Aapke Blog Ke Liye Bahut Jyada Faydemand Hota Hai. Lekin Jin Blogs Par Commenting Karne Se Aapko No-Follow Backlink Prapt Hota Hai Ve Bhi Aapke Blog Ke Liye Helpful Hote Hai. Halanki No-Follow Search Results Me Jyada Matter Nahi Karte Lekin Na Hone Se Kuch Hona Bhi Sahi Hota Hai.
Commenting Karte Time Ye Dhyan Rakhen Ki Aap Spam Comments N Add Karen Isse Aapka Comment Approve Nahi Hoga Hamesha Comments Me Value Add Karne Ki Koshish Karen. Yani Ki Aise Comments Ko Avoid Karen- “Great Post!” “Awesome Post! Keep It Up” Aadi. Aise Comments Spam Comments Hote Hai, Inhen Avoid Karen. Post Ko Pade Fir Us Par Apni Rai De.. Aese Comment Ache Hote Hai or Usse Aapko Bhi Kuch Na Kuch Naya Sikhne Ko Milega.
3. Guest Blogging Karna Shuru Kare:
Quality Backlinks Bdhane Me Guest Blogging Bahut Jyada Prbhavi Hoti Hai. Ismen Aapko Apne Niche(Topic) Ke Kuch Popular Blogs Par Apni Guest Post Submit Karni Hai Aur Sath Hi Apne Blog Ka Ek Link Add Karna Hai. Lekin Yaad Rakhen Ki Guest Blogging Ke Liye Apne Niche Ke Popular Blogs Ko Hi Chune Aur Ek Badhiya High Quality Content Vaali Guest Post Likhkar Submit Karen.
Agar Aapka Blog Internet Se Related Topic Par Hai to Aap Sahu4You.Com Bhi Guest Post Kar Sakte Hai.
4. Apne Blog Ko Web Directories Me Submit Karen:
Apne Blog Ko Web Directories Me Submit Karna Backlinks Bnane Ka Ek Badhiya Method Hai, Iske Liye Apne Blog Ko Vibhinn Web Directories Me Submit Karen, Lekin Yaad Rahe Ki Aap Apne Blog Ko Quality Web Directories Me Hi Submit Kare.
- Top 5 Android Voice Changer Apps, Awaz Badal Kar Calling Karne Ke Liye
- Facebook Use Karne Ke Nuksan – Bad Side Effects of Facebook in Hindi
Backlinks Bnate Samay In Baaton Ka Dhyan Rakhen:
Backlinks Aapki Site Ke Liye Kafi Helpful Ho Sakte Hai Lekin Agar Aap Galat Tarikon Ka Pryog Karke Backlinks Bnayenge to Ye Aapki Site Ke Liye Bahut Jyada Nuksaandayak Ho Sakte Hai. Isliye Apni Site Ke Liye Backlinks Bante Samay Nimnlikhit Baaton Ka Dhyan Avshy Rakhen:
- Apni Site Ke Liye Kewal Quality Sites Se Hi Backlinks Prapt Karne Ki Koshish Karen.
- Kabhi Bhi Fiverr Aadi Sites Se Paid Backlinks N Khariden.
- Low Quality Sites Jaise Ki Porn Sites Ya Spaamy Sites Se Backlink Prapt Karne Ko Avoid Karen.
- Backlinks Ki Quantity Se Jyada Quality Matter Karti Hai.
- Apne Niche Se Alag Blogs Se Backlinks Prapt Karne Ko Avoid Karen.
- Ek Sath Bahut Saare Backlinks N Bnaye Isse Google Ko Shak Ho Sakta Hai Aur Vo Aapki Site Ko Penalize Kar Sakta Hai.
Conclusion:
Mere Hisaab Se Ab Aap Backlinks Ke Baare Me Acchi Tarah Se Jaan Gaye Honge Lekin Agar Aapka Backlinks Se Related Koi Bhi Question Hai to Aap Comment Ke Dwara Puch Sakte Hai. Agar Aapko Post Acchi Lagi Ho To Ise Social Media Par Jarur Share Kare or Post Padhne Ke Liye Aapka Dhnywaad 🙂
Wow vikas sir you and your blog such a great and thanks for sharing this information
Bahot accha article hai bhai or please technology se related guest post sites batao 🙂
Thanks
Thank you for share great post