Banned WhatsApp Number को Unbanned कैसे करे?
WhatsApp Number Ban Hone Par Kya Karna Chahiye or Banned WhatsApp Number Ko Thik Kaise Kare? WhatsApp Instant Messsaging Application Hai Jis Sabhi Pasand Karte Hai Kyuki Yeh Bahut Simple Hone Ke Sath Bahut Fast Messsaging Service Provide Karta Hai.
WhatsApp Ne Apni Security Ko Dhyan Me Rakhte Hue WhatsApp Account Ban Feature Bhi Use Karta Hai Jisme Agar Koi Bhi WhatsApp User Spamming or Ilegal Process Karte Hue Paya Jata Hai WhatsApp Team Usse Temporary or Permanently Block Kar Deta Hai.
WhatsApp Aapki Har Ek Legal Activities Ko Track Karta Hai or Jaha Par Bhi Privacy Violence, Security Brocken or Terms & Conditions Ko Follow Nahi Karte to WhatsApp Aapko Iske Liye Penalized Kar Sakta Hai, Temporary WhatsApp Ban 72 Ghante Ke Liye Hota Hai Jisme Aapko Yeh Message Show Hoga
“Your phone number is banned from using WhatsApp. Contact support for help.”
Aisa Aapko WhatsApp Kholte Time Dikhe to Aapka WhatsApp Account Ban Ho Chuka Hai Jis Limited Period Ke Liye Aapka Account Other WhatsApp User Ke Liye Hidden Ho Jata Hai, Par Me Aapko Blocked WhatsApp Ko Unblock Karna Matlab Ki Banned Whatsapp Number Ko Unbanned Kaise Kare Bataunga.
- Free me PAN Card Kaise Banaye? Instant e-Pan Card
- JioPhone Specifications, WhatsApp? Hotspot? FAQ In Hindi
- Jio Phone 2 Price In India: Specifications, Features and Booking Date
WhatsApp Account Ban Kyu Hota Hai?
WhatsApp Hamesha User Ko Secure Chat Provide Karna Chahta Hai Jisme Koi Bhi Unknown Privacy Violence or Terms & Conditions or Legal Activities Ke Dhyan Me Rakhkar Aapka Account Temporary Banned Kiya Jaa Sakta Hai, Yeh Kuch WhatsApp Security Reasons Hai Jinko Follow Karna Bahut Hoga:
- Third Party Apps: Dosto WhatsApp Moded Apps Use Karne Jaise GB WhatsApp, Fouad WhatsApp or OG WhatsApp Jo WhatsApp Ke Moded Apps Hai Jisko WhatsApp Ne Develop Nahi Kiya, Unhe Use Karne Se Bhi Aapka Account Ban Ho Sakta Hai.
- Unknown Text Messages: Unknown Logo Ko Message Bhejna Jinko Aap Jante Tak Nahi or Na Hi Unka Number Aapke Phone Me Saved Hai Aise WhatsApp Spamming Samajhkar Aapko Ban Kar Sakta Hai.
- Many People Blocks You: WhatsApp Par Aapko Bahut Sare Logo Ne Block Kar Rakha Hai to WhatsApp Ko Lagta Hai Ki Aap Logo Ko Preshan Karte Hai Aise Me Aapka Account Block Hoga.
- WhatsApp Group Spam: Aap Koi Group Create Karte Hai or Usme Aise Number Add Kar Dete Hai Jinka Number Saved Nahi Hai to Aap Spamming Ka Shikar Ho Sakte Hai.
- WhatsApp Reporting: Koi Bhi Aapke Account Ko Report Karta Hai or Aise Me Aap WhatsApp Privacy Ko Violence Karte Hai to Aapka WhatsApp Account Banned Hoga
Illegal Content Sharing, Sharing Copyright Content, Hack WhatsApp, Racist Behaviors or Abusing Ki Wajah Se Bhi Aapko Temporary or Permanently Ban WhatsApp Kar Deta Hai.
Banned WhatsApp Number Ko Unban Kaise Kare
Par Kabhi Kabhi WhatsApp Mistake Se Aapka WhatsApp Account Block Kar Deta Hai to Uske Liye Aap WhatsApp Support Me Appeal Karke WhatsApp Banned Solve Kar Sakte Hai, WhatsApp Banned Account Ko Unban Kaise Karni Ki Jankari Steps Steps Batane Wala Hu Follow Kare:
Step 1: Jab Aapka WhatsApp Account Ban Ho Jata Hai to Aap Jab WhatsApp Open Kare to Woh Open Nahi Hoga or Aisa Likha Hua Show Hoga
“Your phone number is banned from using WhatsApp. Contact support for help.”
Step 2: Yaha Par Aapko ‘Support’ or ‘Cancel’ Ka Option Milega, Aapko WhatsApp Ko Batana Hai Ki Mistake Se Mera WhatsApp Number Ban Hua Hai to ‘Support’ Par Click Kare
Step 3: Ab Aapko Appeal Form Mil Jayega Jaha Par Aapko WhatsApp Ko English Me Batana Hai Ki Yeh Mistake Se Ban Hua Hai or ‘Attachment’ Me Screenshots Add Kare or WhatsApp Ko Bataye Ki Yeh Aapka Personal Business WhatsApp Hai
Aapko WhatsApp Number Unban Karne Ke Liye Bahut Sare F&Q Aur Security Questions Puche Jayenge to Survey Ko Complete Kare Jiske 24 Hours Ke Bad WhatsApp Aapki Request Ko Review Karega or Aapka Account Reactivated Kar Dega.
Yeh Situation Par Depend Karta Hai Ki Aapka WhatsApp Number Ban Kyu Kiya Gaya Hai, Agar Normal Action Block Hai to Aasani Se Aapka WhatsApp Unlock Ho Jayega!
To Friends Aapko Yeh Jankari Kaisi Lagi Hume Jarur Bataye or Iske Bare Me Apne Vichar Comments Me Jarur Bataye, Isse Social Sites Par Apne Friends Ke Sath Bhi Jarur Share Kare!
Very helpful post bro.
Dhanywaad Bhai
Sar mera number Bane Hue 45 Din Se Adhik Samay ho chuka hai isko chalu karne ke liye maine sari formality WhatsApp dwara Diye Gaye Puri Kar Li Fir Bhi chalu Nahin Hai is ka Koi upay batao mera number hai 9050 74 1814
bhai mera num 3 din se banned ha mein same to same aysa kiya ha abi tak reply email nai aaya or num unbanned nai howa help pls
ek Baar Same Yh Hi Process kr k dekho ho jayega
my number last 4 days no any one reply on whatsapp
Same Proses Dubara kar ke Dekho I Think Ho Jana Cahiye
Sir mare number Ko aaj 8days Ho chuke he me kya karu