Direct Selling से पैसे कैसे कमाए?
Direct Selling Kya Hai? Direct Selling Guidelines in Hindi, Direct Selling ke Liye Government ke Banaye Gaye Rules Kya Hai Aapko Me Puri Jankari Hindi Me Bataunga Jis Aapko Iske Bare Me Bahut Kuch Sikhne Ko Mil Sakta Hai Isse Khud Ka Business Start Kar Sakte Hai
Kisi Bhi Product Ko Customers Tak Direct Pahuchane Ko Aap Direct Selling Bol Sakte Hai. Iski Sabse Khaas Baat Yahi Hai Ki Isse Kabhi Bhi Kahin Bhi Kar Sakte Hai Chahe Aap Ghar Par Ho Ya Office Me Ho Isme Product Ki Jankari Direct Seller Ko Dena Hota Hai.
Shuruaat Me Direct Selling Karna Bahut Muskil or Problem Bhara Tha Par Ab Aisa Nahi Hai, Pahle Bahut Sari Multi Level Marketing (MLM) Companies Ko Nuksaan Hua Tha Kyuki Kisi Bhi Tarah Ke Kanoon Ke Nahi Hone Ke Kaaran Har Din Inko Preshaniyon Ka Saamna Karna Padhta Tha.
- Festival Wishing Website Kaise Banaye?
- Khud Ka YouTube Channel Kaise Banaye? Step By Step
- Aircel Sim Port Kaise Kare? Without Network Port Trick
Isse AMWAY Company Ko Sabse Jyada Nuksaan Hu Jiske Bad All Indian Direct Marketing Companies Ne Milkar Indian Direct Selling Association (IDSA) Kaanon Ko Banaya.
Direct Marketing or Direct Trade Karne Se Pahle Aapko Pata Hona Chahiye Ki Iska Future Kya Hai or Iski History Kya Hai, Agar Aapko Network Marketing Me Future Banana Hai to Iske Rules or Updates Pata Hona Most Important Hai.
Direct Selling Kya Hai? Definition In Hindi.
Direct Selling Companiya Apne Product’s Ko Dukaano or Bazaro Me Bechne Ke Bajaay Customers Tak Direct Pahucha Deti Hai Jisme Independent Sellers Direct Man-To-Man Selling Karti Hai. Direct Marketing Bahut Acha Raasta Hai Business Startup Ke Liye. Aaj Ke Time Me Amway, Oriflame, Avon, ModiCare India Direct Selling Ki Best Companies Hai
Direct Selling Companies Kaise Kaam Karti Hai?
Yeh Company Kaam Kaise Karti Hai Khud Ko Operate or Management Kya Hota Hai? Direct Selling Company Independent Sellers Ka Ek Network Create Karti Hai Jisko Simply Aap Network Marketing Bhi Bol Sakte Hai. Jo Apne Khud Ke Networks Jaise Ghar Par, Friends Ko, Relatives Ko Product’s Sell Karke Products Ko Bech Dete Hai.
Yeh Independent Sellers Company Ke Employees Nahi Hote Hai Par Yeh Self-Employees Maane Jate Hai Jinko Product Selling Ka Commission Milta Hai. Product Ko Sell Karne Ke Liye Social Media Website, Affiliate Marketing or Blog Banakar Product Selling Karke Business Karte Hai.
Dircet Seller Seles Ko Represent Karke Paise Kaise Kamate Hai?
Sellers Products Ki Direct Selling Karke Commission Ke Roop Me Paise Kamate Hai, Direct Selling Company Bhi Mainly 2 Type Ki Hoti Hai Jiska Income Source Ka Way Bhi Thoda Alag Hoga.
Multi Level Marketing : MML Kya Hai?
What Is Multilevel Marketing In Hindi, Isme Seller Ko Commission Ka Keval 1 Hissa Diya Jata Hai. Aap Products Ko Bechkar Buyer Ko Apne Network Me Jodhkar Ek Network Banakar Leadership Ki Tarah Kaam Kar Sakte Hai, Aap Apna Distribution Network Bna Sakte Hai Jisme Sabhi Members Ko Commission Ka Ek Part Diya Jata Hai. Friends Yeh Affiliate Marketing Se Bilkul Alag Hai.
Single Level Marketing : SLM Kya Hai?
What Is Singlelevel Marketing In Hindi, Singe Level Marketing Me Product Ko Seller Apne Customers Tak Direct Selling Karta Hai, Isme Koi Chain or Network Create Karna Nahi Hota or Aapko Kamai Sell Kiye Gaye Product Ke Commission Ke Aadhar Par Decided Hogi. Par M.L.M Company Ke Success Hone Ke Chances Bahut Jyada Hote Hai, Person to Person Selling Ko Single Level Direct Selling Kahte Hai.
Direct Selling Industry Me Controversy Kyu Hoti Hai
Bahut Sare Multi Level Company Jo Selling Associations Rules Ko Follow Nahi Karne Ki Wajah Se Problem Me Fass Jati Hai, M.L.M Me Scheme or Scam Ke Chalte Bahut Law Controversy Ka Samna Karna Padhta Hai. MLM Rules Guidelines Ke Hisaab Se Koi Bhi Seller Referral Se Kamai Nahi Kar Sakta Usse Bhi Market Me Selling Karni Hogi or Network Create Karna Hoga. Agar Member Recruitment Se Kamai Karte Hai to Woh Chain Ponzi Scheme Ban Jayegi.
Indian Direct Selling Association Ke Rules Batate Hai Ki Jab Recruitments Ki Kamai Tabhi Hoti Hai Jab Woh Kuch Sell Kare, Network Marketing Me Bahut Controversy Hote Hai Jiske Bare Me Aapko Aage Bhi Guide Karunga.
Direct Selling Se Fayde? Benefit Of Marketing.
Direct Selling Ek Aisa Process Hai Jisme Products Ko Sidhe Seller Tak Man to Man Pahuchaya Jata Hai Jiske Bich Me Kisi Ka Koi Role Nahi Hota or Usse Dealers Ki Loot Aapko Commission Ke Roop Me Mil Jayegi. Direct Selling Ke Bahut Fayde Hai Jiske Bare Me Aapko Abhi Batata Hu –
- Low Investment Me Business Shuru Karne Ka Vichar Hai to Direct Selling Hi Aisa Raasta Hai Jaha Par Without Insvast Kiye Self Business or Network Marketing Kar Sakte Hai, Isse Aapko Bahut Kam Price Me Product Mil Jata Hai.
- Direct Selling Karne Ke Liye Koi Khaas Requirements Nahi Hai. Yeh Aap Ghar Par Free Hokar Kar Sakte Hai Apne Office Me Kar Sakte Hai or Part Time Karke Bhi Achi Marketing Income Kar Sakege.
- Agar Aap Study Kar Rahe Hai Ya Job Karte Hai or Jyada Earn Karna Chahte Hai Current Work Ke Sath Network Marketing Ko Time Dekar Success Prapat Kar Sakte Hai.
Yeh Fayde or Guidelines Me Nahi Bolta Balki Indian Direct Sellings Association Ne Bataya Hai, IDSA Ne MLM Company Ke Liye Bahut Sare Niyam Banaye Hai Jisko Follow Karna Jaruri Hota Hai.
Direct Selling Rules & Guidelines 2018 In Hindi.
Agar Aapko Direct Sale Ki Company Kholni Hai to Aapko Firm Partnership Registration Karna Hoga, Firm Registration Karna Company Ke Liye Required Hai.
- Koi Bhi Person Product Direct Seller Se Product Ko Kharidta Hai to Upbhokta Kahlata Hai, Agar Koi Upbhokta Marketing Karna Chahta Hai to Usse Direct Seller Bnana Hoga.
- Pyramid Scheme Ko Ek Tarah Se Band Kar Diya Gaya Hai. Paise Kamane Ke Chakkar Me Ab Koi Bhi Pyramid Structure Create Nahi Kar Sakta.
- Ab Direct Selling Association Ko Likhit Promises Karne Hoge Jisme IDSA Guidelines Follow Karne Hoge. Agent Rakhte Time Unse Kisi Bhi Tarah Ki Fees Nahi Li Jayegi.
- Kisi Bhi Customers Ko Product Forcefully Sell Karna or Unhe 1 Se Jyada Products Bewajah Bechna IDSA Allowed Nahi Karta.
- Jo Products Bikte Nahi Hai Unhe Company Wapis Le Legi Par Pahle Koi Bhi Company Product Wapis Nahi Leti Thi Jis Direct Sellers Ko Bahut Nuksaan Hota Tha.
- Pyramid Scheme or Scam Karne Wali Company Ko IDSA Se Bahar Kar Diya Jayega Usse Unka Business Band Ho Jayega Jis Achi Companies Ko Fayda Hoga.
- Distributor Network Banaye Rakhne Se Company Ke Sath Long Terms Bane Rahoge or Aapke Business Growth Hoga.
Direct Seller Jab Chahe Business Ko Chod Sakta Hai Us Par Kisi Bhi Tarah Ka Force Nahi De Sakte Par Isse Lakho Sellers Ko Benefit Hoga.
Direct Selling Company Ke Paas Kya Requirements Hona Chahiye?
Agar Aap Bhi Business Startup Karna Chahte Hai or Direct Selling Me Future Banana Chahte Hai to Iske Bhi Kuch Guidelines Hai Jiske Hone Par Aap Bhi Khud Ki Company Ko Shuru Kar Sakte Ho, How to Do Network Marketing In Hindi –
- Aapke Paas Bank Account Hona Bahut Jaruri Hai Jaha Par Aapki Company Registered Hai Usi Country Ka Account Hona Required Hai.
- Company Ke Sare Papers or Firm Registered Hona Jaruri Hai or Company Ki Backbone Strong Rakhne Ke Liye Yeh Jaruri Hai.
- Company Ko Ek Statement Dena Hoga Jisme Company Ki Sari Guidelines or Conditions Likhi Ho or Usse IDSA Me Dena Hoga.
- Sellers Ko Commission, Bonus or Product Sell Karne Ka Tarika Ko Seller Ke Joining Ke Waqat Batana Hoga Seller Ko Incentives Aadhar Par Commission Degi.
- Company Ka Khud Ki Official Website Bahut Jaruri Hai Jisme Direct Sellers Ki Information Bhi Hona Chahiye.
- Aapki Company Products Ke Sath Aapko Guarantee or Warranty Dena Jaruri Hoga Jis Scaming Se Bacha Jaa Sakta Hai.
Selected Date Par Selllers Ko Uski Payment Dena Hoga Jis Aapka Distribution Network Strong Hoga or Company Long-Terms Banegi.
Direct Seller Kaise Bane? Requirements Guidelines In Hindi
Mujhe Direct Seller Banana Hai Uske Liye Kya Karna Hoga? Agar Is Marketing Field Me Kaam Karke Carrier Banana Chahte Hai to Sabse Pahle Aapko Ek File Manage Karni Hogi Jisme Aapke Sare Documents, Certificate or Company Ki Sabhi Jaruri Information Hona Jaruri Hai –
- Aapke Paas Woh Certificate Hone Chahiye Jo Registered Company, MOM or MOA Dwara Diye Gaye Ho.
- Service Tex Returns Ke Documents or Photocopy Hona Jaruri Hai or Company IT Returns Ke Documents Hona Jaruri Hai.
- Distribution Ko Diye TDS Statement Ki Copy or Tex Ki Copy Hona Aapke Paas Anivary Hai.
Mainly Baat Kare to Aapke Paas Sabhi Jaruri Documents Hone Chahiye or Company Ke Dwara Bataye Gaye Guidelines Ko Follow Karke Network Marketing Me Aap Startup Kar Sakte Hai.
Aur Agar Koi Consumer Complaints Karta Hai to Uska Niptara Karna Jaruri Hota Hai Nahi to Kaanoni Karwai Ki Jaa Sakti Hai, Indian Direct Selling Association 2018 Guidelines In Hindi Ko Maine Upar Explain Kiya Hai Jiski Paalna Karna Jaruri Mana Jayega.
- Online Mausam Ki Jankari Kaise Check Kare
- WhatsApp Se Paise Kaise Bheje? Full Detail In Hindi.
- Best Photo Editor Apps 2018 Android Phone Ke Liye
Direct Sell or MLM Ka Future Kya Hai? Future Of Multi Level Marketing.
Sunne Me Aapko Jarur Ajeeb Lagega Par Network Marketing Aane Wale Samay (Future) Ka Business Hoga. Network Marketing Bahut Hi Tezi Se Growth Kar Rahi Hai Jisko Dekhkar Anumaan Lagaya Jaa Sakta Hai. Bahut Sare Log Isse Faasane Ka Business Bolte Hai Par Aisa Nahi Hai Kyuki Direct Selling Proper Knowledge Duniya Ko Explain Nahi Paayi Hai.
Income Source Increase Karne Ke Liye Next Article Me Aapko Bahut Sare Direct Selling or IDSA Me Bne Rahe Ke Liye Tips Duga Jis Indian Direct Sell Association Ko Achhe Se Samajh Payenge.
In Conclusion
Direct Selling Kya Hai or Yeh Company Kaise Kaam Karti Hai? Direct Selling Ke Liye Bnaye Gaye Government Ke Rules 2018 Post Padhne Ke Liye Dhanywaad Agar Aap Yeh Jankari Pasand Aayi Hai to Comment Me Opinion Jarur De Jis Iske Bare Me Hum Aapko Jayada Information Provide Kar Sakte Hai.
Wah bhai bahut achi jankari hai.
Thanks bhaiya
Very nice bro
बहुत ही अच्छा बताया है आपने ।मैंने भी अपने ब्लॉग पर इसके बारे में बताया है।आप अपना प्रतिक्रिया जरूर दे।
Aap mujhe call kijiyega 6263300353
Vikash bro please help to sell my insta IDs
Instagram pages for sell
1. 41k+ (sonia_sharma87)
27k+ (mehak_sharma87)
Both active Girl page Indian followers
Bhai…Gazab ka post …. Bahut aacha post
.
Main glaze trading India Pvt Ltd company mey kaam karta hu…Jo ki India no1 direct selling company Haa…
तो हम क्या कर सकते है काम करते है तो
Great knowledge. pls share more…