
Facebook For Creators Jo Facebook Ka New Feature Hai Jiske Bare Me Previous Article “Facebook For Creators Kya Hai Hindi Jankari” Me Full Hindi Me Explain Kiya Tha, Agar Aapko Facebook Creator Ke Bare Me Nahi Pata To Last Mera Likha Hua Post Jarur Padhna Chahiye, Facebook Video Monetization Launch Ho Chuka Hai Jispar Aap Register Karke Facebook Se Paise Earn Kar Sakte Hai, Yeh Bilkul. YouTube Ki Tarah Jaha Aapko Video Upload Karna Hoga Aur Aap Video Content Ko Monetize Karke Revenue Earn Kar Sakte Hai

Aaj Ke Article Me Aapko Batauga Ki Facebook Creators Me Account Kaise Banaye Join Kaise Karte Hai Uska Full Method Ko Issi Post Me Hindi Me Step By Step Explain Karne Ki Koshis Karuga, Facebook For Creators Ko Join Kaise Kare Facebook Ke New Video Monetization Me Account Kaise Create Kare Kya Aap Bhi Facebook Video Creator Banana Chahte Hai To Aapko Isme Register Karna Hoga. Registration Karna Bahut Aasan Hai Or Me Aapko Aaj Is Post Me Batauga
- Facebook For Creators Kya Hai, Facebook Video Monetization Kaise Kare
- Facebook Follower Badhaye Aur Facebook Followers Increase Kare
- Facebook Year In Review 2017 Video Kaise Banaye
Facebook Monetization Video Se Pahle FB Ne Instant Articles Feature Ko Launch Kiya Jiske Bare Me Maine Aapko Guide Kiya Tha Inatant Article Configure Karke Aap Content Ko Optimize Kar Sakte Hai, Article Monetization Service Ke Bad Ab Facebook Ne Video Monetization Service Bhi Launched Kar Diya Hai
Facebook Creators Se Paise Kaise Kamaye – Earn Money With Facebook
Aap Soch Rahe Hoge Ki Facebook Hume Paise Kyu Dega? Jab Hum. Facebook Par Live Streams, Live Chat Or Koi Bhi Video Dalte Hai To Usse YouTube Ki Tarah Monetize Kar Sakte Hai Or Paise Kama Sakte Hai, Facebook Advertising System, Analytics Aur Insights Ko Manage Kar Sakte Hai
Aap Aapni Branding Video Dalkar Usse Monetize Kar Sakte Hai Or Usse Promote Karke Online Business Ko Growth Kar Paayege. Aap Aapne Fans/Friends Se Connected Rahkar Insights Access Kar Paayege Or Is Tarah Aap Page Audiences, Video Analytics Management Kar Paayege.
Facebook Creator App Ke Features Kya Hai
- Live Creative Kit Ki Help Se Aap Video Ko Interactive Bana Sakte Hai Video Me Custom Option Add Kar Sakte Hai
- Video Par Aane Wale Comments Ke Liye Aapko Quickly Response Features Milta Hai Jisse Aap Aapni Community Ko Connected Rakh Paayege
- Facebook Creator App Me Aap Facebook Page Insights, Audience Activities Dekh Sakte Hai
- Aap Video Ko Aasani Se Facebook Story Ki Jagah Share Kar Sakte Hai
- Sharing Ke Liye Aapko Quick Share Option Milega Jisse Aap Twitter Or Instagram Me Aapni Video Share Kar Sakte Hai
Abhi Android App Me 4K Video Testing Ho Rahi Hai Or Bhi Bahut Sare New Or Smart Features Ke Sath Aapko Yeh Application Milta Hai Or Abhi Tak Yeh iOs Ke Liye Available Hai Android Ke Liye Bhi Aane Wale Kuch Dino Me Launched Ho Jayega
Facebook Creator Me Account Kaise Banaye
How to Create Account on Facebook For Creators, Facebook For Creators Me Aapna New Account Kaise Banate Hai Uski Jankari Aapko Niche Step By Step Batane Wala Hu
Step 1. Sabse Pahle Aapko Facebook For Creators Ke Official Website https://www.facebook.com/creators Par Jana Hoga
Yeh Link Open Karne Se Pahle Aap Aapne Facebook Account Me Login Kare Jis Browser Me Aap Yeh Link Kholege Usme Aapka Facebook Account Logged In Ho To Achha Hoga
Yaha Par Aapko Join Now Ka Option Milega Simply Aapko Uspar Click Karna Hoga
Step 2. Ab Aapko Yaha Par Register Karne Ke Liye Particular 2 Option Milte Hai, First Yeh Ki Aap Aapne Facebook Account Ke Sath Register Kar Sakte Hai Or Second Aap New Facebook Account Create Karke Join Kar Sakte Hai

Agar Aap Purane Facebook Account Ke Sath Join Karna Chahte Hai To Aapko Sign in with Facebook Par Click Karna Hoga
Agar Aapko Yaha Par Facebook Login Karne Ko Bola Jata Hai To Aapne Facebook Account Ko Login Kare Jisse Aap Next Page Par Pahuch Jayege
Step 3. Ab Aapse Facebook Video Category Or Aap Yeh Join Kyu Karna Chahte Hai Or Social Links Puche Jayege Is Form Ko Kaise Bharna Hai Me Aapko Batata Hu Us Tarah Hi Bhare

- What Category Best Describe your Online Videos – Yaha Par Aapko Batana Hoga Ki Aap Kis Category Par Video Dalege, Yaha Par Aapko List Milegi Jisme Aapko Lagbhag Sabhi Category Mil Jayegi
- Which of the Following best Describe you ? Choose One – Yaha Par Aapse Pucha Jata Hai Ki Aap Videos Kyu Monetize Karna Chahte Hai, Koi Bhi Ek Option Ko Choose Kare
- Please List the Account URLs where you Currently Post your Online Videos – Yaha Par Aapse Instagram Account Link, YouTube, Twitter Account Ka Link Pucha Jayega Aapko Sabhi Links Fill Karne Hai Khaskar YouTube Channel Link Or Twitter Account Username Jarur Bhare
- Let’s Do This – Pure Form Ko Sahi Se Bharne Ke Bad Ek Baar Dubara Check Karle, Uske Bad Aapko Let’s Do This Button Par Click Kare Jisse Facebook Creator Submit Ho Jayega

Ab Aapki Screen Par Congratulations You’re In Likha Hua Message Milega Jiska Matlab Hai Aapka Account Registered Kar Liya Gya Hai, Ab Aapko Iski Policy Updates Email Par Mil Jayega Or Aapko Bata Diya Jayega Ki Aapka Account Approved Ho Gya Hai
- Stylish Name Facebook ID Trick Or Stylish Name List For FB 2017
- Instagram Followers Kaise Badhaye – Unlimited Follower Kaise Banaye
- Facebook Sabhi Friend Request Ek Click Me Accept Kaise Kare
In Conclusion
Facebook Creator New Facebook Feature Ko Join Kaise Kare, Facebook For Creator Me Account Kaise Banaye Puri Jankari Hindi Me Aapko Yeh Post Kaisa Laga Yeh Hume Comment Me Jarur Bataye, Mujhe Umeed Hai Facebook Video Monetization Ke Bare Me Aapko Kuch Sikhne Ko Jarur Mila Hoga, Yeh Amazing Jankari Aapne Friends Ke Sath Jarur Share Kare
.
.
Thanks Sir
Welcome chhotu
aapki dua h sir
Khub falo fulo hamari dua aapke sath hai aapke bachhe hajaro sal jiye aap 1000 sal. Jio
ok dear abhi 20 ka to ho jau khud
Bhai ek vidio banao na
kis bare me?
Yr isko monetize krne k liye Adsense Ki jarurat hogi ya koi or method se
Acchi post hai bhai lekin mujhe ek question puchna hai… Yoast seo plugin ke new update me mobile se Settings nhi kar pa raha hu koi best app hai jisme sab perfect work kare?
Iske liye Adsense ki jarurat hogi ya koi orvtrika he
mice post sir love it
bahut achhi jankari share karte hai
thanks brother
abhi monetization par kam chal raha h
bhai me mobile se hi blogging karta hu so chrome browser use kare
abhi is bare me ku h jankari nahi mili par jakdi hi update karuga
Nice post Sir ji…