Google Datally अप्प क्या है और ये काम कैसे करता है
Google Datally App Kya Hai Isse Use Kaise Kare Aur Download Kaise Karte Hai. Abhi Kuch Din Pahle Google Android User Ke Liye Datally App Lauch Kiya Hai Jis Aap Data Saving Kar Sakte Hai Jiske Sath Bahut Sare Unique Features Bhi Aapko Milte Hai. Aaj Me Aapko Is App Ke Bare Me Puri Jankari Hindi Me Duga Jis Datally App Kaise Kaam Karta Hai Aapko Pata Chal Jayega
Agar Aapka Internet Data Barbaad Ho Raha Hai Ya Koi Faltu Application Aapka Internet Kaha Consume Ho Raha Hai Aur Konsi Application Ne Aapka Kitna Data Consume Kiya Hai Per Application Data Control Usage Check Kar Sakte Hai Aur Sath Hi Wi-Fi Connection Ko Strong Karta Hai to Chaliye Datally App Ke Bare Me Aur Iske Features Ko Samajhte Hai
- Blog or Website Traffic Kaise Badhaye Top 7 Tips
- Android Mobile Ko Fast Kaise Kare – 6 Useful Tips
- Google Allo App Ki Jankari Hindi Me, Download Kaise Kare
Google Blogs Aur Dataly Intro Par Iske Bare Me Official Announced Hua Hai. Datally App Internet Data Saving Aur Internet Network Ko Strong Karne Ke Sath Bahut Sare Useful Features Aapke Liye Provide Karti Hai
Google Ka Datally App Kya Hai?
Yeh App Unke Liye Banaya Gaya Hai Jo Data Use Kam Karte Hai Aur Unka Data Consume Jyada Ho Jata Hai. Yeh Khaskar Android Mobile Me Hota Hai Kyuki Jab Aap Data On Karte Hai to Sabhi Applications Ko Data Provided Ho Jata Hai Aur Sabhi Apps Data Consumption Karne Lagte Hai
Datally Aapke Data Ko Track, Control Monitor App Data Usage Ki Service Ke Sath Access WiFi Network Location Service Provide Karta Hai. Datally App Real Time Data Usage Monitoring Karta Hai Aur Mobile Data Manager Apps Ki Tarah Kaam Karta Hai
Datally App Kaam Kaise Karta Hai, How to Data Saving?
Jab Aap Datally Application Ko Android Mobile Me Download Karke Install Kar Lete Hai to Yeh Phone, Location, Sms Aur Vpn Ki Permission Leta Hai Jo Apne Allow Karni Hai Jis Yeh App Activate Ho Jata Hai Aur Aapko Batata Hai Ki Konsa Application Kitna Internet Consume Kar Raha Hai Uska Aapko Graphs Show Karega
Agar Aapko Mobile Data Saving Karni Hai to Datally App Aapke Liye Perfect Hai Kyuki Saver Internet Data Ke Liye Yeh Vpn Setup Create Karega Jis Faltu Apps Jo Aapka Data Barbaad Kar Rahe Hai Unhe Background Data Restricted Kar Dega Jis Aapka 30% Internet Save Ho Jayega
Yaha Par Aap Un Sabhi Apps Ke Data Usage Dekh Sakte Hai Aur Aapko Pata Chal Jayega Ki Is Application Ne Itna Data Use Kiya Hai Kuch Apps Background Me Data Consumption Karte Hai Unko Track Kar Sakte Hai Jo Best Feature Hai
Datally App Ko Use Kaise Karte Hai
Sabse Pahle Aapko Android Mobile Me Datally App Ko Install Karna Hoga Yeh Aapko Google Play Store Me Mil Jayega. Install Karne Ke Bad Open Kare Continue Karke App Permission Ko Allow Kare Jis Data Monitoring Aur Data Saving Features Aapko Mobile Screen Par Aa Jayenge
[appbox googleplay com.google.android.apps.freighter]
Normally Datally App 3 Tarah Se Work Karta Hai Jis Aap Apni Anusaar Manage Kar Sakte Hai Isme Aapko Advance Data Saver Option Milte Hai
Understand Your Data – Aap Aapna Data Usage Aur Perfect Data Monitoring Kar Sakte Hai, Hourly, Daily, Weekly or Monthly Graphs Ke Hisab Se Aap Data Usage Dekh Sakte Hai Aur Faltu Apps Ko Band Karke Data Saving Performance Strong Kar Sakte Hai
Control Your Data – Data Saver Ko Enabled Karke Yeh App Vpn Setup Create Karega Jis Background Data Wasting Ko Block Kar Deta Hai Jaise Ki Internet Speed Meter Me Aap Data Dekh Sakte Hai Usi Tarah Yeh Kaam Karega. Sabse Achi Baat Yeh Hai Ki Aap One Tap Data Block Kar Sakte Hai
Save Your Data – Jab Hume Internet Ki Jarurat Hoti Hai Aur Internet Khatam Ho Jata Hai Aise Me Yeh Aapka 30% Internet to Saving Karta Hi Hai Aur Sath Hi Yeh Public WiFi Aur Hotspot Ke Bare Me Aapko Report Provide Karta Rahega Isse Aapka Google WiFi App Bhi Bol Sakte Hai
Data Tracking Aur Data Consumption Se Aap Data Saving Ke Sath Bahut Kuch Kar Sakte Hai to Ab Hum Baat Karte Hai Ki Datally Apk Ke Features Kya Hai
Internet Data Saver – Yeh Har App Ki Performance Check Karega or Data Wasting Ko Rokega Jis Aapka 30% Data Safe Rahega Aur Internet Speed Bhi Slow Nahi Hogi
Vpn Data Saving – Yeh Aapke Device Me Virtual Private Seever Create Karega Jis Aapke Mobile Ke Background Active Apps Ko Data Restricted Kar Diya Jayega
WiFi Finder – Yeh Public WiFi Aur Hotspot Ke Bare Me Aapko Jankari Deta Rahega Aur WiFi Distance Aut Location Ke Bare Me Aapko Information Dega
Data Saver Bubble – Data Saver Aur Data Mobile Control Aap Kisi Bhi App Kar Sakte Hai Aur Usse Block, Restricted Kar Sakte Hai
Manage Data – Data Saving Se Aapki Downloading Aur Browsing Speed Fast Ho Jati Hai Aur Har Tarah Se Aapki Data Management Kar Sakte Hai
Datally App Ko Use Kaise Karte Hai Full Details In Hindi
Datally Android Mobile Ke Liye or 2G User Ya Jisko Slow Internet Milta Hai Unke Liye Vrdaan Hai Kyuki Yeh Aapke Mobile Data Speed Optimal Karne Me Bahut Help Karega, Ab Me Aapko Batata Hu Ki Google Datally App Ko Use Kaise Kare Isko Istemaal Kaise Karte Hai
Step 1. Sabse Pahle Aapko Google Play Store Par Jana Hai or Datally Android Application Ko Installed Karna Hai, Me Niche Download Button De Raha Hu
[appbox googleplay com.google.android.apps.freighter]
Step 2. Download Hone Ke Bad Datally Ko Open Kare, Yey Aapse Kuch Permissions Mangega Jisko Apne Allowed Karna Hai
Data Controlling Ke Liye Aapse Data Usage Access Permission Puchi Jayegi Jisko Bhi Apne Allow Karna Hoga
Step 3. Ab Aapka App Start Ho Chuka Hai, Jab Aap Setup Data Saver Par Click Karenge to Aapka Data Saver Enabled Ho Jayega
Is Tarah Se Aapko Sab Report Milti Rahegi, Yaha Se Aap Data Saving Ko Enabled or Disabled Kar Sakte Hai, Yeh App Vpn Create Karta Hai Jis Background Data Consumer Apps Ko Disabled Kar Deta Hai
- Google Gmail Username Change Aur Edit Kaise Kare
- Facebook Stylish Name List for Boys & Girls 2018
- Facebook Stylish Name Convertor Tool
Mujhe to Yeh App Bahut Pasand Aaya Friends Kyuki Mobile Data Saving Jaruri Hai Aur Pahle Bhi Bahut Sare Data Saver Android Application Internet Par Available The Par Yeh Un Sabse Acha Hai, Google Datally Mobile Data Saving or Data Control App Ke Bare Me Hindi Jankari Aapko Kaisi Lagi Yeh Aap Hume Comments Me Jarur Bataye
Apna Response or Opinion Comment Me Bataye Agar Aapko Jankari Acchi Lagi to Apni Friends Ke Sath Bhi Jarur Share Kare