Google Files App Android के लिए डाउनलोड करें
Google Files Go App Kya Hai Files Go Use Kaise Kare Hai – Hello Friends Aaj Me Aapko Google Ke Ek App Ke Bare Me Jankari Dene Ja Raha Hu.Agar Aap Internet Use Karte Hai to Apne Google Ka Naam to Suna Hi Hoga Google Ek Searching Site Hai Jo Hame Bhut Sare Apne Features or App Provide Krati Hai.
Abhi Kuchh Samay Pahle Google Ne Apna Tez Banking App Provide Kiya or Us Ke Baad Google Ne India Me Internet Ki Kam Speed Ko Dekhte Hue Hmare Liye Google Dataly App Lunch Kiya Hai. Jis Se Ham Data Save Kar Sakte Hai. or Ab Google Ne Apna Ek or Google Ne Ek Sath Google Go App & Google Files Go Lo Kiya Hai. Aaj Me Aapko Google Ke Files Go App Ke Bare Me Detail Me Btau Ga.
- Facebook Account Ko Permanently Delete Kaise Karte Hai
- Twitter Lite Version Kya Hai, Use Kaise Kare
- Facebook Par Date Of Birth Kaise Change Kare After Limit
Jaise Ki Hmare Android Phones Me Hang Hone Ki Problem Bhut Rahti Hai Es Problem Ko Dur Karne Ke Liye Google Ne Google Files Go Se Ham Apne Mobile Ko Clean Kar Sakte Hai. or Google Go Es Ke Sath Sath Ek File Manager Bhi Hai Jis Me Ham Apne Mobile or SD Card Dono Ki Stores Check & Clean Kar Sakte Hai. Aage Me Aapko Files Go App Ke Bare Me Puri Jankari Duga.
GoogleFiles Go App Kya Hai? Hindi Me Jankari
Files Go Ek Android App Hai. Es App Ko Google Dwara Provide Kiya Gaya Hai. Es App Ko Ham Ek File Manager or Clearer Dono Roop Me Kaam Me Le Sakte Hai. En Dono Features Ke Sath Sath Ham Files Go Ko Ham Ek Offline Files Transfer App Ke Roop Me Bhi Kam Me Le Sakte Hai. Es App Se Ham Koi Badi File Ko Aasani or Bhut Hi Jald Transfer Kar Sakte Hai.
Agar Ham Files Maneger Cleaner and Files Transfer Ke Liye Alag Alag App Rakhe Hai to 3 Apps Ho Jate Hai. Aaj Kal Jo Cleaner Aa Rahe Hai Woh Etane Achhe Nahi Hai or Un Ke Sath 2 3 App Sath Me Aate Hai. Es Liye Files Go App Files Transfer Or Files Cleaner Ke Liye Bhut Acha App Hai.
Google Files Go App Ko Download Kaise Kare
Aapka Question Hoga Ki Ham Es (Files Go) App Ko Kaise Download Kare? Files Go App Download Karna Bhut Aasan Hai. Files Go Download Karne Ke Liye Aap Play Store Par Jaha Aap “Files Go” Likh Kar Search Kare. or Download Kar Sakte Hai. Es App Ko Ab Tak 10 lac Se Jyada Download Kar Chhuke Hai. or Es App Ki Rating 4.6 Hai. Es Ke Sath Me Aapko Es App Ka Download Link De Raha Hu Aap Yaha Se Bhi App Download Kar Sakte Hai.
[appbox googleplay com.google.android.apps.nbu.files]
Note: Es App Ko Download Karte Samay Aap Search Box Me “Files Go” Likh Kar Search Kare Kyoki Google Ka Ek or Go App Hai Jo Ki Browser App Hai. Do Same App Hone Ke Karan Aapko Ye Go Likh Kar Search Karne Par Browser App Milega.
Files Go App Ke Features Kya Hai?
Ab Me Aap Ko Btau Ga Ki Files Go Ke Features Kya Kya Hai. Files Go App Cleaner Files Manager & Files Transfer Ke Liye Ek Bhut Hi Acha App Hai. Sath Me Hame Jyada Apps Bhi Install Nahi Karne Padege. 3 Apps Ki Power Hame Ek Hi App Me Mil Jati Hai. Ab Me Aapko Niche Es App Ke Features or Working Ke Bare Me Btau Ga.
Cleaner – Phone Se Faltu Space Free Kare
Google Files Go App Cleaner Ki Tarah Bhi Use Kar Sakye Hai Es App Me Hmare Phone Me Padi Ek Hi Tarah Ki Do Files Ko Ham Aasani Se Delete Kar Sakte Hai. Kisi App Ko Chek Kr Sakte Hai Ki Woh Kab Download Kiya or Kab Open Kiya Tha Sath Me Us Ka Backup Bhi Bna Sakte Hai. or Unknown App Ko Uninstall Kar Sakte Hai.
- Duplicate Files
- Large Files
- App cache
- Downloaded files and much more
Kai Baar Hmare Phone Me Whatsapp Ya Facebook Se Ek Jaise Do Files Aa Jati Hai Jis Se Hmare Phone Ki Stores Kam Ho Jati Hai. En Files Ko Ham Senn Nahi Kar Pate Hai. But Files Go App Se Hame Ye Sabhi Files Dk Jagah Par Mil Jati Hai or Ham Enhe Delete Bhi Kar Sakte Hai.
Es App Me Ham Phone Ko Aasani Se Clean Kar Sakte Hai. Jab App Es App Ko Open Kroge to Aapko Clean Ka Option Samne Hi Mil Jaye Ga. Aap Waha Se Clean Kar Sakte Hai. or Aapko Yaha Par Temporary Files Ka Bhi Option Mil Jaye Ga Jaha Se Aap Apne Mobile Me Padi Ek Jasi Do Files Ko Clean Kar Sakte Hai.
File Manager – Best Android File Manager App
Ham Google Files Go App File Manager App Ki Tarah Bhi Use Kar Sakte Hai Kyoki Es App Me Hame Files Ki Stores Ki Information Bhi Badi Aasani Se Mil Jati Hai. Es App Me Ham Hmare Phone Ki Stores and SD Card Ki Stores Dono Hi Check Kar Sakte Hai. Es App Se Ham Koi Folder Add Ya Delete Aasani Se Kar Sakte Hai.
Es App Ki Ek Khas Baat Ye Hai Ki Ham Es App Me Apne Mobile Ki Sari Video Audio App Ka Alag Alag Option Mil Jata Hai Jis Se Hame Apni Koi Videos Ya Audio Edhar Udhar Dhundne Ki Jarurat Nahi Padti Sari Ek Jagah Hi Mil Jati Hai.
Share Files Offline –
Google Ka File Sharing App
Google Files Go App Offline Files Transfer Bhi Kar Sakte Hai Jaise Ham Xender & Share It Se Files Transfer Karte Hai Us Tarh Hi Ham Google Files Go Se Bhi Kisi Badi File Ko Aasani Se Send or Receive Kar Sakte Hai. Files Go Ne Apne Tino Features Me Se Sab Se Bada Feature Diya Hai Jis Se Ham Koi Badi File Send & Receive Kar Sakte Hai.
Files Go App Se File Transfer Kaise Karte Hai?
Maine Aapko Btaya Ki Ham Files Go Se Bhi Offline Files Transfer Kar Sakte Hai Ab Aapka Question Hoga Ki Files Go App Se Files Transfer Kaise Kare? Ab Me Aapko Yaha Par Btau Ga Ki Ham Kaise Files Go App Se Files Transfer Transfer Kare. Aap Mere Btaye Gaye Steps to Follow Kare Aap Aasani Se Files Ko Transfer Kar Paoge.
- Sabse Pahle App Files Go Ko Open Kare.
- Ab Files Go Ka Home Page Open Ho Gaya Hai.
- Ab Kuchh Nichhe Jane Par Aapko Do Options Milenge 1. Stores 2. Files
- Aap Files Ke Option Par Click Kare.
- Ab Aap Es Page Ke Thoda Nichhe Jaye Aapko Waha Par 2 Options Milenge. 1. Send 2. Receive
- Ab Aap Files Receive or Send Kar Sakte Hai.
Note: Agar Aap Apne Friend Se Files Share Karna Chahte Hai to Us Friend Ke Paas Bhi Files Go App Hona Chahiye or Upar Btai Same Process Us Ke Phone Me Karni Hogi. or Aal Aasani Se Files Ko Share Kar Payege.
- Gaana App Free Subscription 90 Days Ke Liye Activate Kaise Kare
- Best 20 Free Recharge Android Apps to Earn Unlimited Money 2018
- Facebook Se Dofollow Backlink Kaise Banaye Blog Ke Liye
Last Word :
Friends Aaj Maine Aapko Btaya Ki Ham Files Go App Kya Hai Kaise Use Kare Oe Eshe Kaise Download Kare Ir Es Ke Features Ke Bre Me Btaya & Ye App Kaise Work Karta Hai Es App Ko Ham 3 Tarah Se Use Kar Sakte Hai. Aasha Karta Hu Ki Upar Btai Puri Jankari Aapko Achhe Se Smaj Aai Agar Aapko Kahi Problem Aa Rahi Hai to Comment Jarur Kare Aapki Puri Help Ki Jayegi. Thanks