Google Firebase (फायरबेस) क्या है?

Internet Ka Aajkal Har Kaam Online Karna Possible Ho Gaya Hai or Google Company Ke Bahut Sare Tools Hum Daily Life Me Use Karte Hai, Google Ki Firebase Service Kuch Din Pahle Launch Hui Jiske Bare Me Bahut Sare Users Ko Jankari Nhi Hai Ki Yeh Kya Hai or Iski Services Kya Hai or Is Post Me Google Firebase Ki Puri Jankari or Iske Tools or Service Ko Explore Karenge Jiske Aapko Pata Chalega Ki Google Firebase Kya Hai

google firebase kya hai
google firebase kya hai

Google Firebase Aapko Mobile and Web Application Development Platform Ke Liye Advance Features Provide Karta Hai Jesse Aap Apne Tools or Service Ko Advance Bna Sakte Hai, Agar Aapko Google Firebase Program or Isse Aap Kya Kya Kar Sakte Hai or Isse Apni Online Service Ko Kis Tarah Se Behtar Bna Sakte Hai to Uske Liye Aapko Yeh Post Pura Padhna Chahiye.

Google Firebase Kya Hai?

What Is Firebase In Hindi: Google Firebase Google Ka Hi Ek Program Service Tool Hai Jesse Mobile and Web Application Development Platform Ke Tools Provide Karta Hai Jisme Aap Apne Aap Ko Analytics, Real Time Users Track, Sign In Auto, Online Cloud Storage, Hosting Service Jaise Features Provide Karte Hai,

Yeh Google Analytics Ki Tarah Ek Analysis System Hai Jo Aapko Website App or Program Ko Full Control or Real-Time User or Logo Ko Apne Program Tool Me Kitna Interest Hai Usko Aap Aasani Se Track Kar Sakte Hai, or Jaisa Aap Chahe Waise Manage Kar Sakte Hai

Firebase Google Ka Mobile Platform Me Helpful Service Tool Hai Jesse Quickly Develop High-Quality Apps Bnakar Apne Business Ko Grow Kar Sakte Hai. App Login Kp Manage Karna, Real-Time Database Ki Jankari Ke Liye, Bug Fixing or Bhi Bahut Sare Tools or Service Aapko Google Firebase Me Mil Jayenge Abhi Aapko Firebase Ki History Ke Bare Me Jankari Deta Hu

Google Firebase History In Hindi

2011 Me Envelope Naam Se Company Bani Jisne Yeh Service Start Ki Uss Time Iska Naam Envelope Tha Kyuki Yeh Envelope Developers Ne Aisa Api Design Kiya Jesse Online Live Chat or Website Me Chatting Service Ko Enable Kiya Jata Tha, James Tamplin, Andrew Lee Iske Founder The, Users Isko Online Applications or Online Gaming Me Karne Lage or Aise Me Tamplin Lee Ne Real-Time Database or Online Chat Ko 2 Alag Platform Banne Ka Faisla Kiya

2012 Me Envelop Se Real-Time Tracking Service Ko Hatakar Ek New Company Banyi Gyi Jiska Naam Baas Rakha Gaya Jiska Kaam Real-Time Data Base Ka Hota Tha or Envelope Me Online Chatting Service Di Jati Thi, 2014 Me Google Ne Baas Ko Kharid Liya or Iska Naam Firebase Karke Bahut Sare Advance Features Add Kar Diye Gye.

Google Firebase Kon Konsi Service Provide Karta Hai

Firebase Multi-Service Provider Tool Hai Jesse Aap App Management Ke Sare Features Access Kar Sakege Abhi Me Aapko Firebase Ke Features or Unhe Achhe Se Explain Karunga Jis Aapko Google Firebase Kon Konse Tools Provide Karta Hai Ki Jankari Milegi

Firebase Realtime Database – Android, Ios, Javascript, Java, Objective-C, Swift and Node.Js Applications Platform Ke Apps Ko Track Karne Ke Liye Yeh Sabse Acha Tool Hai Jo Real-Time Access or Aapke Users Ki Synchronized Across Clients Ko Cloud Storage Me Store Karta Hai.

Hosting Service – Firebase Ki Hosting Service Ko 2014 Me Launch Kiya Gaya Jis Aap Static and Dynamic Web Hosting Service Use Karne Ke Sath CSS, Html, Javascript and Other Files Ko Support Karta Hai.

Authentication Login – Aap App Me Sign or Login Add Kar Sakte Hai Jis Woh Login Details Secure Rahege or Aap Apne Users Se Judhe Rah Sakte Hai

Cloud Functions – Aap Apne Aap Ko Google Ke Firebase Function Ko Run Karne Bina Kisu Khud Ke Server Ke Bhi App Ko Achhe Se Manage Kar Sakte Hai.

Cloud Storage – Cloud Storage Ek Onlinr Data Store Karni Ki Service Hai Jaise Pahle Hum Sd Card or Pen Drive Me Data Store Karte The Usi Tarah Online Digital Data Store Karne Ki Service Prive Karta Hai.

Crashlytics Report – Agar Aapke Softwaee Me Koi Crack or Bug Aata Hai Yaa Phir Kuch Devuce Me Woh Spoort Nahi Kar Raha to Aapko Uski Report Mil Jayegi.

Cloud Messaging – Aap Apne Service User or Cliant Se Live Chat Kar Sakte Hai Yeh Support or Helpdesk Ko Behtar Bnata Hai, Koi Bhi Update or Report Ko Aap Messenging Ki Tarah Apne User Ko De Sakte Hai.

Remote Configuration – App Me Kuch Bhi Changes Karne or Usme Badlav Karne Ke Liye Apke Daily Live Users Ko Koi Bhi Preshani Nhi Hogi, Firebase Aapko Live App Changes Karne Ka Feature Deta Hai

Increase Speed – High-Quality Service or Tools Ko Use Karne Par Bhi Aapke App Ki Speed Kam Nahi Hogi Uski Speed Performance or User Interface Se Aapki App Ko Achispeed Milegi.

Cloud Firestore – Yeh Firebase Service User Kipura Data Store Karke Rakhta Hai Jisme User Ka Personal or Regular Data Bhi Ho Sakta Hai.

Google Firebase Kya Hai Yeh Kis Tarah Se Kaam Karta Hai Aapko Pata Chatl Gaya Hoga Firebase Tutorial Hindi Agar Aaoko Chahiye to Next Post Me Iske Bare Me Aapko Jankari Duga, Features Of Firebasein Hindi, Firebase Case Study Reated Aapko Aage Bhi Jankari Deta Rahuga.

Aapko Yeh Post Kaisa Laga Hume Comments Me Jarur Bataye Jissse Firebase Related Aapke Sare Doubts Dur Karne Ki Koshish Karenge, Aapko Aapko Yeh Jankari Helpful Lage to Isse Apne Friends Ke Sath Bhi Jarur Share Kare

Ask your question here

11 Comments

  1. Sir meri blogger par ek blog hai or me usme article likhta hu lekin phle usme 200+ visitor Daly ke aate the lekin aab 89 visitor hi aate hai kya karu . please sir isle baare me mughe btaye .

    Sir aap meri website cheak kar me mene ek bhi copy contact nhi dala hai .

    My website. “www.nuswami.com”

    My gmail “[email protected]

    Please sir iss comment ja jvab dekar meri help kare please sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  2. The bandwidth of the supplier also decides how much page
    views that one can be allowed to have in return for the price.
    On the other hand, in case you have budgeted over your minimum needs require,
    consider what are the useful extra services you might want to put in more
    plan. Your website is just like a store inside mall and must look
    and operate with a successful level.