Google Play Store पर अपनी App Upload कैसे करे?
Upload Android App On Google Play Store, Google Play Store Par App Upload Kaise Karte Hai, Kya Aap Bhi Khud Ka Android App Play Store Par Published Karna Chahte Hai? to Yaha Par Step By Step Google Play Store Par Android App Published Karna Sikhuga
Sabse Pahla Kaam Yahi Hota Hai Ki Aapke Paas Apka Android App Hona Chahiye Jisko Agar Aap Khud Bana Sakte Hai to Banaye Yaa Phir Kisi Android Developer Ki Help Se Application Banwaye, Play Store Par Pahla Application Upload Kar Rahe Hai to Uske Bare Me Yaha Puri Jankari Milegi
Apne Bahut Har Mobile Application Play Store Se Download Ki Hai or Apne Socha Bhi Hoga Ki Kaash Me Bhi Play Store Par Apna App Published Karke Paise Kama Sakta to Yaha Par Full Information Ke Sath Issi Bare Me Aapko Guide Karunga or Play Store Par Android App Published Karne Ka Sabse Aasan Tarika Bataunga
- Whatsapp Group Names List For Friends, Family, Funny, Cool, Cousins
- Facebook ID Refresh Kaise Kare : Sabhi Ko Unfriend Kaise Kare
- Mobile Par IPL Live Kaise Dekhe : IPL Live Streaming
Google Play Store Par App Upload Karne Ke Liye Aapko Google Play Console Account Create Karna Hoga Jo Aapke Application Ko Management Karne Ke Sabhi Features Provide Karta Hai, Jaise Blog Ko Search Engine Me Manage Karne Ke Liye Search Console Hai Thik Usi Tarah Yeh Kaam Karta Hai
Google Play Console Kya Hai?
Jaise Aap Blog or Website Ko Search Engine Me Sahi Ranking or Management Karne Ke Liye Google Search Console Ki Help Lete Hai to Yeh Usi Tarah Aapke App Ko Manage Karta Hai, Internet Par Sabhi Websites or Service 3 Chizo Ke Aadhar Par Kaam Karti Hai –
- Clients
- Advertisers
- Publishers
Clients Woh Hote Hai Jo Play Store Se Android Applications Download Karne Ka Kaam Karta Hai Jis Apps Ki Dimand High Hoti Hai or Client Ko Android Apps Me Ads Dikhai Jate Hai Jis Advertisers Ka Promotion Hota Hai or Uska Benefit Publishers or Developers Ko Milta Hai
Or Google Play Console Iska Medium Hai Jaha Se Aap Khud Ka Android App Play Store Par Upload Kar Sakte Hai Jis Client Ko App Milega or Advertisers Ka Promotion Hoga or Jiska Application Hai Uski Earning Hogi
Google Play Search Console Account Create Kaise Kare
Google Play Search Console Ek Merchant Account Hai Jisko Create Karne Ke Liye Aapko 25$ US Dollers (1630 Indian Rupees) Ka Bhugtaan Karna Hoga, Yeh Iska First Time Registration Fees Hai Uske Bad Aap Kitne Bhi Application Upload Kar Sakte Hai
- Twitter Account Ko Verify Kaise Kare : Twitter Verification Trick
- Fake Aadhar Card Kaise Banaye? Fake Aadhar Card Maker
- How to Verify Facebook Account Full Working Trick
Google Developers Account Banane Ke Liye Keval Ek Bar Aapko Payment Karna Hota Hai Uske Bad Aapka Lifetime Ke Liye Google Developers Account Ban Jayega, to Jante Hai Google Play Console Account Kaise Banaye
Step 1. Sabse Pahle Browser Me Google Developers Website Ko Open Kare
Step 2. Ab Aapse Pucha Jayega Ki Aap Issi Google Account Se Developers Account Register Karna Chahte Hai Ya New Account Se Karenge, Ab Scroll Down Kare
Step 3. Google Play Console Ke Terms & Conditions or Agreements Ko Padhe or Check Box Par Click Karke Continue to Payments Par Click Kare
Step 4. Ab Aapko Yaha Par 25$ Ki Payment Karni Hai Uske Liye Credit Card/Debit Card or Net Banking Jaise Payment Method Ki Help Kar Payment Kare
Step 5. Payment Hone Ke Bad Aapko Complete Registration Par Click Karna Hoga
Step 6. Ab Aapko Account Details Completed Karna Hoga Jisme Aapse Developers Name, Email, 2
Website or Phone Number Pucha Jayega Woh Aapko Sabhi Sahi Sahi Bharna Hai or Complete Registration Par Click Karna Hai
Congratulations, Aapka Google Play Console Account Create Ho Chuka Hai Ab Aap Apni Android Application Ko Upload or Submit Kar Sakte Hai.
Merchant Account Setup Se Aap App-in Purchased Setup Kar Sakte Hai or Yeh Google Developer Account Aapke Lifetime Bahut Kaam Aane Wala Hai
Google Play Store Par App Upload or Publish Kaise Kare – Step By Step
Ab Aapko Account to Ban Hi Chuka Hai Matlab Aadha Process Apne Completed Kar Liya, Jis Google Play Console Me Aap Jate Hai to Aapko 4 Particular Option Dikhai Dete Hai Jisme Bahut Sare Features Available Hai
- Publish a Android App on Google Play
- Use Google Play Game Service
- Are You Working in A Team?
- If You Are Planning to Create Paid App or in-App Products
Yeh Charo Options Me Aapko First Option Par Jakar Apni Android App Ko Google Play Store Par Submit or Upload Karna Hai, or Aap Application Ko Monetize Karke or App-in Purchased Setup Karke Paise Bhi Kama Sakte Hai.
Bahut Sare Developer Apne Application Me Admob Ads Setup Karte Hai or Jo Ki Google Adsense Ka Similar Hai Jis Paise Kamaye Jate Hai, Dosto Maine Aaj Is Topic Ko Acche Se Explain Kiya Hai
Agar Aapko Android App Published Karna Hai to Pahle Play Console Account Banaye or Yaha Se Apni Application Ko Google Play Store Par Upload Kare
Dosto Mujhe Umeed Hai Aapko Google Play Store Par App Upload or Publish Kaise Kare – Step By Step, How to Publish Android App On Play Store Article Pasand Aaya Hoga, Agar Isse Related Koi Bhi Sawaal Hai to Comment Kare
Nice
thanks
Nice info,bro