WordPress Block Editor को Disable कैसे करे?
WordPress 5.0 Me Block Editor Ko Disable Kaise Kare : WordPress Ne Hal Hi Me Kiye Update Me ( WordPress 5.0 ) Me Block Editor Gutenberg Ka New Feather Add Kiya Hai Jise Use Karne Me Bahut Se Logo Ko Problem Aati Hai . Aaj Ham Is Post Me Ye Hi Janenge Ki Kaise Ham WordPress 5.0 Se Block Editor Ko Disable Karke Apne Post Likhne Ke Tarike Ko Design Ko Old Type Kar Sake.
Jab Maine WordPress Ko Update Kiya to Dekha Ki Post Likhte Time Block Editor Open Hota Hai Jo Ki Hamare Liye Thik Nahi Hai . Mujhe Usme Post Likhne Me Kafi Sari Problems Aa Rahi Thi to Maine Kaise WordPress 5.0 Me Block Editor Ko Disable Kiya.
WordPress 5.0 Me Block Editor Ko Disable Kaise Kare – Step By Step
Sabse Pahle Jan Lete Hai Ki Gutenberg Editor Kya Hai Uske Bad Ham Iske Bare Me Thoda Details Se Samajhenge.
Gutenberg WordPress Editor (Block Editor) Ko Agar Aap Acchhe Se Upyog Karna Nahin Jante Ya Phir Aapko Koi Problem Aaa Rahi Hai to Mere Is Post Ko Padh Kar Old Editor Jo WordPress Classic Editor Ko Enable Kar Sakte Hai, WordPress Ke Developers Ne Gutenberg WordPress Editor Ko Disable Karne Ke Liye Classic Editor Plugin Banaya Hai
- Top Responsive Free Blogger Template For SEO Ready Mobile Friendly
- What is Share Market in Hindi – शेयर बाज़ार क्या है?
- Uc Browser Me Adblocker Enable Kar Ads Block Kaise Kare
- BSTC Form 2019
What Is Gutenberg Editor Kiya Hai?
Gutenberg WordPress Ka Default Editor Hai, Jise Abhi New Update Me Dala Hai . Ise Dalne Ke Piche Makshad Ye Hi Hai Ki User Ki Writing Skill Ko Improve Kiya Jaye . Par First Time Hame Gutenberg Ko Use Karte Time Bahut Sari Problems Ka Samna Karna Padta Hai . Aur Abhi Ye Puri Tarah Se Update Nahi Hai Isliye Ise Use Karna Kathin Bhi Lagta Hai . WordPress Core Update 5.0 Me Gutenberg Default Rup Se Hai .
Jab WordPress 5.0 Se Block Editor Gutenberg Ko Disable Karne Ki Bat Aati Hai Ya Fir Wp Me Koi Bhi Karne Ke Plugin Aur Coding 2 Method Hote Hai . Yaha Par Mai 2 Tariko Se Block Editor Ko Disable Karne Ke Bare Me Bataunga .
Disable Gutenberg Via Plugin
WordPress Me Kai Sare Plugin Hote Hai . Jinka Use Karke Aap Kisi Bhi Work Ko Aasani Ke Sath Kar Sakte Hai . Usi Tarah Hi Block Editor Ko Disable Karne Ke Liye Disable Gutenberg Name Ka Plugin Hai Jise Install Karke Aap Block Editor Ko Disable Kar Sakte Ho . Uske Liye Aapko Simple Plugin Ko Install Karna Hai Aur Fir Jin Bhi Settings Ko Aap Set Karna Chahte Hai . Use Kar Sakte Ho .
Ab Ham Bat Karte Hai Ki Coding Se Kaise Gutenberg Ko Disable Kare . Coding Se Koi Bhi Kam Accha Isliye Hota Hai Kyonki Usme Aapki Space Kharab Nahi Hoti Hai . Ab Mai Aapko Coding Se WordPress 5.0 Me Block Editor Ko Disable Karna Sikhaunga .
How to Disable WordPress Gutenberg Plugin in Hindi
• Sabse Pahle Appearance Me Jakar Editor Par Click Kare
• Ab Sidebar Me Diye Gaye Functions.php Par Click Kare
• Ab Isme Niche Diya Gaya Code Diya Gaya Hai Use Add Karna Hai
Add_filter('use_block_editor_for_post', '__return_false');
• Ab Upload File Par Click Karna Hai . Ye Karne Ke Bad Aapke WordPress Me Block Editor Disable Ho Jayega .
Disable Gutenberg Older Version
Wordpress 5.0 Ke Alawa Kisi Other Me Block Editor Ko Disable Karne Ke Liye Hame Alag Code Add Karna Hoga .
• Abse Pahle Apprearance Me Jakar Editor Par Click Kare
• Ab Functions.php Par Click Kare
• Ab Isme Niche Diya Gaya Code Diya Gaya Hai Use Add Karna Hai
Add_filter('gutenberg_can_edit_post_type', '__return_false');
• Ab Upload File Par Click Karna Hai . Ye Karne Ke Bad Aapke WordPress Me Block Editor Disable Ho Jayega .
Disable Gutenberg For Post Types
Agar Aap Chahte Hai Ki Specific Post Ke Liye Gutenberg Disable Hona Chahiye to Aap Uper Vale Steps Me Niche Vala Code Change Kar Sakte Ho . Aapko Niche Vala Code Functions.php Me Add Karna Hai
Function Disable_gutenberg($is_enabled, $Post_type) {
If ($Post_type === 'Book') Return False; // Change Book to Your Post Type
Return $Is_enabled;
}
Add_filter('use_block_editor_for_post_type', 'Disable_gutenberg', 10, 2);
Uper Red Colur Vale Code Ko Add Kar Dena Hai .
Disable Block Editor Gutenberg Css
Same Usi Tarah Aap Css Me Gutenberg Ko Disable Karna Chahte Hai to Niche Vala Code Functions.php Me Add Kare .
//* Stop Loading Gutenberg Css
Add_action('init', 'Stop_loading_gutenberg_css');
Function Stop_loading_gutenberg_css() {
Wp_deregister_style( 'Wp-block-library' );
}
Upar Diye Gaye Code Ko Add Karna Hai
Agar Aapko Ye Article Pasand Aaya Ho to Ise Social Media Par Share Karna Na Bhule Aur Agar Aap Aise Hi Bahut Sari Jankari Apne Email Box Me Chahte Hai to Hamare Newsletter Ko Subscribe Jarur Kare .
Is Post Ko Publish Karne Ke Liye Thank You .
WordPress 5.1 ajib se update hai ho sake to ispr propert article likhe Plz
hmm jarur
Wow bhai bahut badiya articles hai
विकास भाई आप अपना theme दे सकते हैं क्या? आप पैसे ले लेना लेकिन मुझे यही theme चाहिए जो आपने इस ब्लॉग में इस्तेमाल किया है.
theme par abhi bhi designing chal rahi h
bro editor block kar diya lekin one single push notification send karna hai kisi post ka to post editor me uska option nahi aa raha hai
Very Useful Article for Me And All WordPress User