Hide Facebook Phone Number, फेसबुक में अपना नंबर कैसे छुपाए?
Facebook Ek Social Networking Website Hai Jaha Par Aap Khud Ka Facebook Profile Create Sakte Hai, Facebook Profile Banakar Photos or Video Ke Sath Status Update, Chatting Kar Sakte Hai Waise Facebook Aapko Video Call or Bahut Sare Advantage Deta Hai Par Apne Kabhi Facebook Se Hone Wale Nuksaan Ke Bare Me Socha Hai? Sabhi Ke Facebook Account Me Personal Information Identity Hoti Hai Jaise Ki Facebook Mobile Number or Facebook Par Mobile Number Ko Hide Karna Bahut Jaruri Hai Aaj Ke Article Me Aapko Bataunga Ki Facebook Par Apna Mobile Number Hide Kaise Kare
Friends Facebook Open Source Messaging Platform Hai or Yaha Par Aap Bahut Sare New Friends Bana Sakte Hai or Unse Baat Kar Sakte Hai Par Unknown Person Se Aapna Mobile Number Hide Karna Bahut Jaruri Hai Jis Aapka Phone Facebook Par Koi Bhi Nahi Dekh Paaye or Facebook Number Ko Chupane Ke Liye Trick Bataunga Jis Aapka Facebook Mobile Puri Tarah Se Hide Ho Jayega.
- Paytm ATM Card Debit Card Apply Kaise Kare
- Files Go App Kya Hai – Phone Ki Duplicate Files Delete Kaise Kare
- 5 Logo Design Tips: Brand Logo Kaise Design Kare
Maine Pahle Bhi Apne Ek Article Facebook Ke Fayde or Facebook Ke Nuksaan Me Issi Bare Me Bataya Hai, Ab Me Aapko Batana Chahta Hu Ki Facebook Par Apna Mobile Number Hide Karna Kyu Jaruri Hai Iske Piche Bahut Sare Reason Hai
Facebook Par Apna Mobile Number Hide Karna Kyu Jaruri Hai
Dosto Aapke Agar 100 Facebook Friend Hai to Me Yeh Dawe Ke Sath Kah Sakta Hu Ki Aap Unme Se 50 Logo Ko Hi Achhe Se Jante Hai or Wahi Unknown Person Se Aapko Aapna Mobile Number Hide Karna Jaruri Hai, Agar Aap Facebook Account Ko Secure Rakhna Chahte Ho to Facebook Personal Identity Hide Hona Bahut Jaruri Hota Hai.
Agar Aap Female Hai or Facebook Par Aapka Mobile Number Sabhi Dekh Paa Rahe Hai to Aap Jarur Unsafe Feel Karenge Uske Liye Me Aapko Bataunga Ki Facebook Number Hide Kaise Karte Hai Jis Aap Facebook Se Aapna Number Chupa Sakte Hai, or Bahut Sare Facebook Hackers Aapke Mobile Number Ki Help Aapke Facebook Account Me Login Karne Ki Koshish Karte Hai
Ab Me Aapko Batata Hu Ki Apne Mobile Number Ko Facebook Profile Se Hide Kaise Karte Hai, Agar Facebook Niumber Hide Karna Chahte Hai to Step By Step Niche Bataya Gaya Method Follow Kare
Facebook Par Apna Mobile Number Hide Kaise Kare
How to Hide Your Phone Number on Facebook, Facebook Se Number Ko Chupana Bahut Aasan Hai or Usko or Jyada Aasan Banane Ka Tarika Bataunga Jis Kuch Hi Steps Se Aapka Number Facebook Account Se Gayab Ho Jayega or Uske Koi Bhi Nahi Dekh Payega.
Facebook Aapko Mobile Number Se Account Banane Ka Feature Deta Hai Jispar Account Registered Kar Sakte Hai or Facebook Ki Security Strong Hone Sath Aapko Manually Mobile Number Kisko Show Karna Hai Usse Off On Karne Ka Option Bhi Milta Hai, Yeh Kaise Hoga? Uske Niche Abhi Mere Bataye Steps Ko Padhe or Follow Bhi Kare –
Step 1. Sabse Pahle Aapko Facebook Account Ko Open Karna Hai Uske Liye Facebook Android App Ya Chrome Browser Upyog Kar Sakte Hai.
Step 2. Ab Aapko Menu Me Jakar Apni Profile Section Me Jana Hai Jaisa Ki ScreenShot Me Dikhaya Gaya Hai.
Step 3. Ab Aapko About Ka Section Show Hoga Us Par Click Kare.
Step 4. Friends Yaha Par Aapko Profile Edit Karne Ke Bahut Sare Option Milenge, Aapko Contact Info Se Saamne Edit Ka Option Hoga Us Par Click Kare
Step 5. Ab Yaha Aapko Aapka Woh Mobile Number Show Hoga Jisko Apne Facebook Account Me Add Kiya Tha Ab Isse Hide Karne Ke Liye Iske Samne Diye Gaye Privacy Icon Par Tap Kare
Aur Only Me Ko Select Karke Save Kar De Jis Aapka Facebook Par Laga Mobile Number Hide Ho Jayega
- Vodafone Call Details Kaise Nikale? Check Vodafone Call History Online
- Top 5 Online Shopping Sites or Apps India Me Online Shopping Ke Liye
- MX Player Me Video Hide Karne Ka Tarika, Video Ko Hide Kare
Only Me Selected Karte Hi Privacy Icon Par Lock Laga Hua Dikhai Dega Jiska Matlab Yahi Hai Ki Aapka Facebook Mobile Number Ab Koi Bhi Nahi Dekh Payega, Facebook User Hone Ke Sath Aapki Sabse Badi Jimmedaari Yahi Hoti Hai Ki Khud Ke Account Ko Secure Rakhe
Maine Aapko Pahle Bhi Facebook Security or Privacy Ko Balanced Rakhne Ke Tips or Tricks Bataye Hai or Aap Hamare Sath Aise Hi Judhe Rahe to Aage Bhi Aapke Liye Behatreen Facebook Tricks Updates Share Karta Rahuga.
Final Words
Facebook Mobile Number Ko Hide Kaise Kare or Apne Number Ko Sabhi Se Chupane Ka Tarika Aapko Bataya or Next Article Me Facebook Se Mobile Number Delete Karne Ka Method Share Karunga
Agar Aapko Kuch Bhi Samajh Nahi Aaya Ya Phir Iss Se Related Puchna Hai to Comment Jarur Kare
Aap kaha ke hai bhai
rajasthan hanumanghar se hai vikas
Sir mere facebook news feed mein news feed q nhi show ho rahi bus 3-4 post show hoti hai kitni bhi baar open karlo wahi post show hoti hai bar bar aur see more ka option bhi nhi aata bus itni hi post hai likha hota hai iska koi solution hai kya