Twitter क्या है? ट्विटर अकाउंट कैसे बनाये?
Create Account On Twitter – Twitter Par Account Kaise Banaye, Twitter Par Account Kaise Banaye? Aajkal Internet Hamari Ek Dusre Se Judhe Rahne Me Bahut Jayada Help Kar Raha Hai or Internet Par Ek Durse Se Judhe Rahne Ke Liye Hame Social Networking Sites Par Judhna Hota Hai Facebook, Twitter, Linkdin, Blogger Or Instagram Se Hum Ek Dusre Se Judh Sakte Hai or Ek Dusre Ke Vicharo Ko Padh Sakte Hai
Hum Duniya Ke Kisi Bhi Kone Me Rahkar Apne Chahne Walo Se Social Networking Sites Se Judhkar Unhe Apne Paas Paa Sakte Hai Aaj Kal Har Kisi Ka Facebook Account Hai or Mene Kuch Din Pahle Post Kiya Tha Gmail Account Kaise Banaye 5 Minutes Me Ko Jarur Padhe or Aaj Me Aapko Twitter Par Aapna Khud Ka New Account Banana Sikhuga Jis Aap Aasani Se Aapna Twitter Account Bana Loge or Apne Dosto Se Judhe Rahoge.
Mere Bataye Gaye Trick Se Aap Agle 5 Minutes Me Aapna New Twitter Account Bana Loge or Mene WhatsApp Par Group Ki Link Kaise Banaye or Google Messenger App Allo Kya Hai Uske Bare Me Bhi Articles Likhe Hai Jo Aapko Bahut Pasand Aayege or Aap Aaj Ki Yeh Post Padhkar Twitter Se Judh Sakte Hai or Account Banana Sikh Sakte Hai
Twitter Kya Hai? Hindi Me Jankari
Twitter Ek Social Network Website Hai Isko Aap Use Web or App Ke Roop Me Bhi Kar Sakte Hai Khaskar Usko Government or Professional User Jayada Judhte Hai Jis Iski Importance Rank Acha Ho Gaya Hai or Twitter Ka Global Rank – 9 Hai Jis Aap Andaza Laga Sakte Hai Ki Kitne Log Aksar Twitter Ka Use Apne Life Me Karte Hai
Twitter Par Account Kaise Banaye – Step By Step Guide
Ager Aap Internet Par Koi Business Karte Hai Jaise Blogging, Editing, Designing or Part Time Job Jisske Liye Aapke Paas Sabhi Social Networking Sites Par Account Hona Jaruri Hai Jis Aap Apne Hunar Ko Sabhi Tak Shanjha Kar Sakte Hai Iske Liye Twitter Account Hona Bahut Jaruri Hai
Ager Aap Khud Ki Website Banana Chahte Hai to Aap Website Kaise Banaye or Usse Paise Kaise Kamaye Post Padhe or Ab Me Aapko Twitter Par Account Register Karna Sikha Raha Hu Aap Carefully Dhyan Se Padhe.
Step-1 Sabse Pahle Twitter.Com Par Jaye or Waha Diye Gaye “Sign Up” Button Par Click Kare
![]() |
Create Account On Twitter |
Step-2 Ab Aapke Samne SignUp Form Aayega Usko Kuch Is Tarah Bhare
Full Name :- Yaha Par Aapna Pura Name Likhe
Phone Number :- Yaha Par Aapna Mobile Number Type Kare
![]() |
Twitter Id Kaise Banaye |
Fill Karne Ke Bad “Sign Up” Button Click Kare
Step-3 Yeh Sab Karte Hi Aapke Samne Ek New Page Khulega Jisme Aapse Verification Code Pucha Jayega or Woh Code Aapke Mobile Number Par Aayega
![]() |
Twitter Ki Jankari Hindi Me |
Ab Aapke Paas Ek New Message Aayega Jisme 6 Text Ka Verification Code Hoga Woh Copy Kare or Enter Kare or “Next” Button Par Click Kare
![]() |
Twitter OPT Verification |
Step-4 Ab Aapke Samne Ek New Page Khulega Jaha Par Aapko 6 Text Ka New Password Type Karna Hoga or Dhyan Rahe Password Unique Rakhe Jo Keval Aapko Hi Dhyan Ho
![]() |
Secure Password On Twitter |
Password Likhne Ke Bad “Next” Button Par Click Kare
Step-5 Ab Aapke Samne Ek New Page Khulega Jisme Recovery Ke Liye Email Add Karna Ka Option Hoga Aap “Not Now!!” Par Click Kare
Step-6 Ab Aapka Aapna Username Set Karna Hoga Har Twitter Account Ka Ek User Name Hota Hai Jaise Twitter.Com/sahu4youcom Es Tarah Show Hoga Ab Yaha Par Apni Pasand Ka Username Type Kare Par Dhyan Rahe Unique Hona Chahiye Ager Us Name Ka Username Pahle Se Hai to Set Nhi Kar Payege to Dhyan Se Acha Sa Username Likhe or “Next” Button Par Click Kare
![]() |
Twitter Username Trick |
Step-7 Ab Aapka Account Ban Chuka Hai Ab Aapke Samne Kuch Esha Aayega Jaisa Ki ScreenShot Me Diya Gaya Hai “Finished” Par Click Kare or Ab Aap Twitter Se Judh Chuke Hai or Aap Twitter Ke User Ban Gaye Hai
![]() |
Twitter Par Account Kaise Banaye? Twitter Accoubt Banane Ka Tarika Aapko Samajh Me Aa Gaya Hoga, Ager Aapko Isme Koi Dikkat Aaye to Aap Niche Comment Karke Puch Sakte Hai Ese Hi Achhe Achhe Posts Provide Karta Rahuga Umeed Hai Aap Sahu4You Par Rojana Visit Karoge
Thanks a lot for writing on this topic in hindi. A lot of people would not know how to create an account on twitter. Glad you explained it in hindi
thanks 🙂 for reading