फोटो का Background Change और Remove कैसे करें
Photo Ka Background Transparent Kaise Change Kare: Friends Aapko Pata Hai Me Image Editing Procedure Tips or Tricks Share Karta Rahta Hu or Aaj Bhi Aapko Popular Editing Trick Share Karunga Jisme Aapko Background Free Online Photo Editors Ke Bare Me Bataunga Jis Aap Kisi Bhi Image Ko Transparent Kaise Banaye or Image Ka Background Remove Kaise Karte Hai
Kisi Bhi Photo Ko Clip Art Banane Ke Liye Uska Background Remove, Make Background Transparent Karna Hota Hai, Online Free Photo Editor Bahut Sare Tools Internet Par Aapko Free Mil Jayenge Jo Image Ko Transparency Karne Me Help Karenge Jiske Bare Me Full Guide Se Explain Karunga Uske Liye Aapko Yeh Article Pura Padhna Hoga
Custom Graphics, Website Logo or Watermark Banane Ke Liye Aapko Uske Background Ko Remove Karna Hoga or Uske Liye Aapko Image Ko Transparent Karne Ka Tarika Sikhna Hoga Yeh Sikhne Ke Bad Aap Logos, Icons or Bahut Sare ClipArt Bana Sakte Hai or Agar Aap Photoshop Lover Hai to Yeh Trick Aapke Liye Hai: How to Make Background Transparent in Photoshop?
- Fake Id Card Maker App Online Without Watermark
- Net Banking Kya Hai? Puri Jankari Hindi Me
- Top 5 WIFi Hacking Apps Android Ke Liye
Png, Background Free, Transparent Image Ke Bare Me Puri Jankari
Yeh Woh Images Ki Forget Graphics Hote Hai Jo Background Free Hote Hai Jisko Internet Par Sabse Jyada Istemaal Kiya Jata Hai, Yeh Image Ka Compression Formet Hota Hai or Friends PNG Bhi Transparency Ko Support Karti Hai Isme Png-24 or Png-32 Transparent Hoti Hai or Gif Files Ke Mamle Se Adhik Advanced Hoti Hai.
Kisi Bhi Image Ko Transparent Kaise Karte Hai Image Ka Background Remove Karke Usse Png or ClipArt Banane Ke Liye Yaha Par Hindi Me Kuch Tools Tutorials Share Karunga Jis Mobile or Computer Me Khud Ka Png Clipart Teyar Kar Sakte Hai or Apni Photo Ka Background Change Kar Sakte Hai.
- Mobile Number Ko Aadhaar Se Link Kaise Kare: 3 Tarike
- 10 Highest Paying URL Shortener Se Paise Kaise Kamaye
- Facebook Account Me Trusted Contacts Add Karke Fb Password Recover Kaise Kare
Magic Wand, Alpha Transparency or Cutout Shape or Autocrop Tools Ka Use Karna Bhi Aap Sikh Jayenge to Ab Bina Time Waste Karte Hue Image Ko Transparent Karte Hai.
Kisi Bhi Image Ko Transparent Kaise Banaye, Image Ka Background Remove Kaise Kare
Kuch Hi Steps Ko Follow Karke Aap Transparent Image Bana Sakte Hai, Aap Background Transparent or Area Transparent or Remove Kar Sakte Hai Waise Kisi Bhi Image Ke Background Ko Removed Karna Aasan Nahi Hai Par Yaha Par Aapko Working Way Batane Wala Hu.
Ab Mere Bataye Gaye Steps Ko One By One Follow Kare Me Aapko Screenshots Ke Sath Bata Raha Hu Jis Image Transparent Karte Time Problems Nahi Aaye –
Step 1. Sabse Pahle Aapko Online Image Editing Website Par Jana Hoga Jo Yeh Service Free Provide Karta Hai.
Step 2. Site Par Jane Ke Bad Aapko Image Upload Karne Ka Option Milega, Yaha Par Jakar Aapko Woh Photo Selection Karna Hai Jis Transparent Karna Chahte Hai.
Step 3. Ab “Wizard” Par Click Kare or Uske Bad “Transparency” Ka Option Milega Us Par Click Kare
Step 4. Ab Yaha Par Transparency Ke Kuch Option Milenge Jisme Fuzz Factor Ko 30% Set Kare or Image Ke Us Background Par Click Kare Jisko Aap Hatana Chate Hai.
Ab Jis Background Ko Hatana Hai Waha Par Click Kare Woh Remove Ho Jayega
Aisa Karne Ke Bad Apne Jaha Par Click Kiya Tha Woh Area Colors Transparent Ho Jayenge, Ab Aap Image Ko Download Kar Sakte Hai Uske Liye Upar Toolbaar Me First Option Milega Jaha Se Apni Transparent Image Ko Save Kare.
Kisi Bhi Image Ko Transparent Karne Bahut Aasan Hai Yeh Editing Trick Follow Karke Aap Image Background Ko Remove Kar Sakte Hai or Aapko Background Free Image Milegi.
Yeh Bahut Useful Hai Isse Training Documents, Marketing Materials, or Presentations Banane Me Aasani Hogi Image Ko Transparent Karne Ka Simple Trick Aapko Kaisa Laga Yeh Hume Comment Me Jarur Bataye.
बहुत ही अच्छी पोस्ट लिखी है भाई
Post achhi hai par bhai mere hisaab se aap jo keyword use kar rahe hai wo sahi se kariye post padhne me mazaa nhi aata. Aap keywords ko jaha use karna hai waha pahle dekh le…
Baaki aapka bataya gaya tools achha hai au mujhe iski jarurat bhi thi
Thanks Bhai Me Aage Se Is Baat Ka Dhayan Jarur Rakhuga
Bhai apne pahle SSL laga rakhe the, ab hata diya
Kya isse koi problem tha kya, please mujhe batayen, maine bhi SSL lag rakha hai
ssl ki jarurat nahi hoti blogs me… abhi to bilkul nahi … isliye nahi laga rakha without ssl achha response milta hai
Image ko transparent banane ki bhut he acchi trick share ki aapne. Thanks!
Nice post bhai.
Really amazing post? keep up the work..
thanks rahman