मोबाइल पर Unlimited Free SMS कैसे करे?
Online Free Online Free SMS Send Kaise Kare – Send Free Message Trick – Hello Friends Me Harsh Yadav Aaj Aapko Internet Se Judi Ek or Interesting Trick Btane Ja Raha Hu. Me Aaj Aapko Btauga Ki Internet Se Free SMS Kaise Kare.
Waise SMS Karne Ba Bhut Jyada to Charges Nahi Hai. Agar Ham Ki Other Number Par Message Karte Hai to Hmara Charge 1-1.50 Ke Bich Lagta Hai.
Aaj Me Aaj Me Aapki Ye Problem Es Article Se Dur Karne Wala Hu Jis Se Aap Aasani Se Free SMS Kar Skoge.
- Files Go App Kya Hai – Phone Ki Duplicate Files Delete Kaise Kare
- Facebook Account Ko Permanently Delete Kaise Karte Hai
- Twitter Lite Version Kya Hai, Use Kaise Kare
SMS Kya Hai Full Form Information In Hindi
SMS Ek Bhut Hi Accha Way Hai Jis Se Ham Kisi Ko SMS Kar Ke Baat Ya Koi Apni Personal Information Wishes Notice Bhej Sakte Hai. Agar Ham Kisi Ko Call Karte Hai to Woh Metting Me Hone Se Pick Nahi Karta Agar Ham Use SMS Karte Hai to Hme Us Ka Reply Mil Jata Hai.
Ham Facebook or WhatsApp Se Bhi Free Messages Kar Sakte Hai Parantu Un Apps Me Ye Problem Hoti Hai Ki Agar Receivers Ke Pass Facebook Ya WhatsApp Na Ho Ya Vo Us Time Online Na Ho to Problem Aati Hai Es Liye Offline SMS Bhut Accha Way Hai Jis Se Us Ke Pass Notification Phuch Jata Hai or Reply Bhi Mil Jata Hai.
Jio Ne Aa Kar Tahlka Mcha Diya Hai Jio Apne Users Ko Free Internet Free Calling Ke Sath Sath Free SMS Bhi Provide Kra Rahi Hai Parntu Woh to Only Jio Users Ke Liye Hi Hai. Agar Koi Jio Ka Recharge Nahi Kiya Hai to Aapko Free SMS Ki Suvidha Nahi Milti.
Jo Jio User Nahi Hai Koi Ya Jo SMS Pack Nahi Parwa Pa Rahe Hai Un Ko Bhi SMS Ki Bhut Jrurat Hoti Hai. to Me Un Sabhi Ke liye Ye Article Lekar Aaya Hu Jis Se Aap Free Unlimited SMS Kahi or Kabi Bhi Kar to Skte Hai.
Aaj Me Aapko Free Unlimited SMS Ke Apps or Website Ke Bare Me Btauga Aap Un Se Un Se Free Me Kisi Bhi Number Par SMs Kar Skoge. Aap Mere Btaye gye App or Website Ko Follow Kare or Free SMS Kare.
Internet Se Online Free Sms Send Kaise Kare?
Sabse Pahle Me Aapko Ek Ke Bare Me Btauga Us App Ko Use Kar Aap Kisi Bhi Number Par Free SMS Kar Sakte Hai. Me Aapko Es App Ke Bare Niche Bta Raha Hu Aap Un Steps Ko Follow Kare or Free SMS Ka Maja le.
1) Sabse Phale Aap Apne Android Phone Ke Play Store Me Jaye.
2) Ab Aap Play Store Me Way2Sms App Install Kare.
[appbox googleplay sun.way2sms.hyd.com]
3) Way2SMS App Install Kar Ke Aap Apna Number Dale.
4) Ab Apke Number Par Verification Cord Aayega Aap Woh Number Dal Kar Verify Kar Le.
5) Ab Aapke Samne Contents Samne Honge Aap Waha Se Free SMS Kar Skoge.
Yeh Trika Working Hai Maine Khud Test Kita Hai So Socha Ki Yeh Wotking Aapko Bhi Batau Jis Aapko Kuch Madad Mile or Aap Bhi Bina Paise Kharch Kiye Free Message Trick Ka Fayda Le Sako
Online Website Se Free SMS Kaise Kare?
Site Se Free SMS Kaise Kare? Ab Me Aapko Btauga Ki Aap Site Se Free SMS Kaise Kare Jin Ke Pass Android Mobile Nahi Hota Woh Free SMS App Download Nahi Kar Pate Hai or Un Ke Liye Bhi Ek Solution Hai-Site Se Free SMS Kar Skte Hai. Me Aapko Btauga Ki Aap Kaise Site Se SMS Kaise Kare. Aap Mere Btaye Steps to Follow Kare.
1) Sabse Phale Aap Way2SMS Site Par Jaye.
2) Ab Aap Ke Samne Way2SMS Ki Official Site Hogi. Aap Yaha Phale Register Kare.
3) Register Ke Jiye Aapka Number Verification Karna Hoga. or Password Bnana Hoga.
4) Ab Aap Dubara Official Site Par Jaye Fir Login Kare. Jaha Par Apna Number Dale or Jo Password Hai Woh Dale or Login Kare.
5) Login Ke Bad Aap Ke Samne Mobile Number or SMS Typing Ka Option Milega.
- Mobile Number: Yaha Par Woh Number Dale Jise Aap Message Send Karna Chahte Hai.
- Message: Jo Message Aapko Send Karna Hai Woh Typ Kare. But Word Limit 140 Hai. or Send SMS Par Click Kare.
Congratulations Aapka Message Send Ho Chhuka Hai Is Tarah Se Aap Bina Sms Pack Ka Recharge Karwaye Message Send Kar Sakte Hai
- Facebook Par Date Of Birth Kaise Change Kare After Limit
- Facebook Account Id Block Kaise Kare – Latest Trick
- Facebook Par Happy Birthday Wishes Automatically Kaise Kare
Last Word:
Friends Aaj Maine Aapko Free Me Unlimited SMS Send Karne Ki Full Working Trick Ke Bare Me Guide Kiya. Maine Andriod User or Java Ya Other Users Ke Liye Bhi Aalg Se Trick Btai Hai. Agar Aapko Abhi Bhi Koi Problem Aa Rahi Hai to Apni Problem Ka Comment Jarur Kare.
Nice Harsh,
Bahut Hu Achhi Jaankari Share Ki Aapne .
Thanks bhai
Bahut Hi Achhi Trick Hai….
Bhai …….
Sahu4you Great Article Posted ….Wow
Bahut Hi acchi Jankari Share Ki Harsh Aapne..