Paytm Payment Bank: पेटीएम बैंक में खाता कैसे खोले
Paytm Payment Bank में Account खुलवाने के लिए क्या करे. Paytm ने अपने ब्लॉग पर बताया था की वो अपना ऑनलाइन बैंक खोल रही है और Paytm ने अपना वादा पूरा किया है India में किसी भी ऑनलाइन रिचार्ज एप्प के मामले में ये सबसे अधिक उपयोग होने वाला वेबसाइट और एप्प है|
Paytm ने कस्टमर्स के लिए एक और अच्छा सर्विस लांच कर दिया है जिसमे कोई यूजर ऑनलाइन बैंक खोल सकता है|
इसपर अकाउंट खोलने का बहुत फायदा है| Paytm पर अकाउंट खोलने का बहुत फायदा है और इसपर अकाउंट कैसे खोलते है इसकी पूरी जानकारी निचे दी गयी है|
Paytm Payment Bank अकाउंट कैसे खोले
Paytm पेमेंट अकाउंट खोलने के लिए आपके एंड्राइड और IOS फ़ोन में 6.0 का paytm version इनस्टॉल रहना चाहिए तभी अकाउंट खुलेगा| कोई भी काम करने से पहले हमे ये जान लेना चाहिए की इसका क्या फायदा और नुकसान है| अकाउंट खोलने से पहले इसका फायदा और विशेषता जाने|
- ऑनलाइन transaction पर कोई charges नहीं लगेगा |
- किसी minimum बैलेंस की जरूरत नहीं है |
- फ्री में Virtual debit कार्ड मिलेगा|
- चेक बुक, डेबिट कार्ड और डिमांड ड्राफ्ट जैसे सुविधा भी है|
- 4% का ब्याज दर भी मिलेगा|
Paytm Payment Bank Account खोलने के लिए Paytm अकाउंट verify होना चाहए | यदि अपने अभी तक अकाउंट में आधार कार्ड और पैन कार्ड verify नहीं करवाया है तो करवाए क्यूंकि जिनका अकाउंट verify नहीं है उसमे Paytm Payments Bank का आप्शन नहीं दिखाई देता है |
ऊपर अपने कुछ जरुरी चीज़े देखि जिसमे Paytm Payments Bank का फायदा और अकाउंट खोलने के लिए क्या जरुरी है उसके बारे में जाना | अब आप जानेंगे कैसे Paytm Payments Bank का अकाउंट खोला जाता है | मैं यहाँ सभी स्टेप को बता रहा हूँ जिससे आपको अकाउंट खोलने में कोई परेशानी नहीं होगी |
Paytm Payment Bank खोले
- सबसे पहले गूगल प्ले स्टोर / iOS स्टोर से paytm का latest एप्प इनस्टॉल करे |
- Paytm एप्प में लॉग इन करे फिर Profile सेक्शन में जाना है |
- My Saving Account मेनू पर क्लिक करने से एक नया पेज खुलेगा |
- फिर बताये गए सभी स्टेप को फॉलो करते जाये |
- Paytm पर पेमेंट बैंक अकाउंट खुल जायेगा |
अब आप paytm को बैंक अकाउंट की तरह उपयोग कर सकते है | क्यूंकि paytm पर रुपये रखने से आपको उसका intreset rate भी मिलेगा | अभी अपने देखा और सिखा कैसे Paytm Payment Bank account पर अकाउंट खोलते है | Payment Bank account open करने में कोई भी परेशानी हो रही है तो कमेंट करके पूछ सकते है |
Aap Soch Rahe Hoge Ki Paytm Wallet Ke Paiso Ka Kya Hoga or Paytm Se Paise Withdrew Kaise Karenge to Iske Bare Me Bhi Aapko Guide Karunga, Reserve Bank Of India (RBI) Ne Paytm Ko Paytm Payments Bank LTD Banane Ka License Approved Kar Diya Hai, Paytm Payments Bank Start Ho Jane Ke Bad Har Paytm User 1 Lakh Rupees Tak Deposit or Savings Ko Current Account Me Safely Store Kar Sakta Hai
- Google Gmail ID Password Recover Kaise Kare? Password Change Karne Ke 8 Method
- 20 Interesting & Amazing Google Facts in Hindi Jo Kisi Ko Nahi Pata
- 50 Amazing Facts About Facebook In Hindi
Paytm India Ki Sabse Badi Digital Wallet Company Hai or Yeh Online Transaction Karne Ka Sabse Jayada Use Kiya Jane Wala Tool Ban Chuka Hai
Paytm Bank Ki CEO Renu Satti Ne Paytm Network Ko 2020 Tak Pure India Ko Digital Transaction Karne Ke Liye Paytm Payments Bank Launched Kiya Hai, or Online Banking & Debit Card Jaisi Service Bhi Paytm Bank Aapko Provide Karega.
Me Aapko Paytm Payments Bank Ke Bare Me Puri Jankari Hindi Me Bata Raha Hu Jis Aapko About Paytm Payments Bank Ke Bare Me Jyada Achhe Se Samajh Sakte Ho, Me Alag-Alag Points Banakar Iske Bare Me Step By Step Aapko Guide Karunga :
Paytm Payment Bank Ke Bare Me Hindi Jankari
RBI Dwara Approved Paytm Bank Ab Har User Iska Istemaal Kar Sakta Hai, Paytm Ne Apne Network Ko Viral Karne or India Ki Top Digital Wallet Company Hone Ke Nate India Ko Transaction Banane Ki Pahal Ki Hai, Isse Aapko Bahut Benefit Hoga Yeh Normal Banks Se Bahut Alag Hai or Iski Services Bhi Different Hai.
Paytm Payments Bank Kya Hai?
Yeh Ek Banking Service Hai Jiske Paytm Group One97 Communications Ke Dwara Provide Kiya Jaa Raha Hai or Kya Aap Jante Hai Isko RBI Ne License Approved Kiya Hai Jis Yeh Most Trusted Product Ban Chuka Hai, Paytm Payments Bank Ki CEO 2020 Tak Ispar 400 Billion Invest Karke Isko Improve Karna Chahti Hai, Sabse Ajeeb Baat Yeh Hai Ki Yeh Normal Other Banks Se Bilkul Alag Hai Kyuki Normal Bank Aapko Loan Service Dete Hai Par Isme Aisa Nahi Hai, Loan Aapko Payment Partner Dwara Diya Jaa Sakta Hai.
Paytm Payments Bank Launched Ke Bad Mere Paytm Wallet Ka Kya Hoga?
Yeh Bahut Sare Users Ka Sawaal Hai Par Paytm Ne Saaf Clear Kiya Hai Ki Paytm Wallet Ab Automatically Paytm Banks Me Transfer Ho Jayega, Un Users Ka Account Paytm Bank Me Convert Nahi Hoga Jinhone Recently 6 Months Se Paytm Use Nahi Kiya Koi Transaction Nahi Kiya or Paytm Me Zero Balance Hai, to Aapko Paytm Account Login Karke Manually Paytm Payments Bank Me Transfer Karna Hoga Yeh Process Bilkul Free Hai, Aap Soch Rahe Hoge Ki Automatic Aap Paytm Bank User Ban Jaoge Aisa Nahi Hai Iske Liye Aapko KYC Process Dwara Account Verification Karna Hoga.
Paytm Payments Bank Se Milne Wale Benefit & Services
Ab Aap Jarur Soch Rahe Hoge Ki Yeh Bank Normal Bank Se Bilkul Hi Alag Hai Iski Terms & Services Bhi Different Hau, Janiye Paytm Payments Bank Se Milne Wale Faide or Suvidhaye Hai, Online Transaction Ke Liye Aapko Koi Extra Fees Nahi Deni Hogi or Sath Hi Koi Minimum Balance Rakhane Ki Pressure Nahi Hai, or Aap Other Services Jaise Ki Net Banking or Debit Card Bhi Available Ho Jayega, Interest Ki Baat Kare to Aapko Yearly (Saalana) 4% Dar Se Byaaz Milega, Aapko Checkbook Bhi Service Bhi Milegi, Paytm Payments Bank Digital Services Deta Hai, Pahle 10 Lakh Users Me Se 25000 Rupee Account Me Send Hote Hai to Unhe 250 Ka Special Cashback Milta Hai.
Paytm Payments Bank Me Account (Khata) Kaise Khole
How Can I Open A PayTM Payments Bank Account? Paytm Bank Abhi Limited Users Ke Liye Available Hua Hai, Paytm Bank Me Khata Kholne Ke Liye Aapko Digital Roop Se KYC Process Completed Karna Hoga, Purane Paytm User Ke Wallet Ke Paise Paytm Bank Me Automatically Transfer Ho Jayenge Unhe Nya Account Kholne Ki Koi Jarurat Nahi Hai, Aap Old Account Ki Login ID or Password Se Paytm Bank Me Bhi Login Kar Sakte Hai Aapka Paytm Wallet Bhi Active Rahega, Paytm Bank Me Khata Kholne Ke Piche Yeh Conditions Hai.
Paytm Payments Bank Se Related Important Points
- Aap Zero Balance Par Bhi Paytm Bank Account Open Kar Sakte Hai.
- Paytm Bank Aapko Debit Card Ki Service Bhi Deta Hai Jis Aap Kisi Bhi ATM Me Jakar Paise Nikal Sakte Hai.
- Kuch Log Aise Bhi Hai Jo Paytm Wallet Ko Paytm Bank Me Convert Nahi Karna Chahte Woh Help@Paytm.Com Par Mail Kare.
- Online Transaction Karne Par Aapse Koi Extra Charge Nahi Liya Jayega.
- Yeh Bank Aapko Loan Ki Service Nahi Provide Karta, or Bank Me Aap Simit Cash Save Kar Sakte Hai.
- RBI Ke Rules Ke Anusaar Yeh Keval Indian User Ke Liye Hai, Yeh Out Of Country Person Ko Yeh Service Nahi Deta.
- Paytm App Me Koi Changes Nahi Hoga, Paytm App Waise Hi Rahega
Last Word :
Paytm Payments Bank Online & Offline Transaction Karne Ke Liye Digital Steps Hai Sunne Me Aaya Hai Ki Paytm Payments Bank Ki CEO Renu Satti Iske Network Ko International Tak Le Jana Chahti Hai or Next 2 Saalo Me Ispar 4 Billion Tak Ka Investment Kiya Jayega, Ab to Aapka Doubt Dur Ho Gaya Hoga Yaha Maine Guide Kiya Ki Paytm Payments Bank Kya Hai or Wallet Ka Kya Hoga or Is Bank Ka Advantages Kya Hai, Agar Aapko Yeh Lekh Acha Lage to Share Jarur Kare.. 😇
Meri post google search me nhi dikh rhi hai
Mene google search console me site submit bhi kar diya hai
aapka blog kitna purana h
Mujhe aapse bat karni hai WhatsApp par kya aap mere gmail account me aapka WhatsApp number send kar sakte hai
Pooja.choudhary1499@gmail.com
Ye meri gmail account hai
ok mene send kiya h dekho aap
Paytm payment bank ka debit card kese milega plz bataiyega…Aur FD kese open karva sakte hn…
Paytm Customer Service 24*7 Help Is Just A Call Away! Simply Dial _📞 077799 24398