मोबाइल से Delete Photo को रिकवर कैसे करे?
How to Recover Deleted Files In Android
Post Ka Title Padhkar Aap Jan Hi Gaye Honge Ki Post Kis Bare Me Hai or Yaha Par Aapko Me Bataunga Ki Kis Tarah Se Hum Deleted Files Ko Android Me Recovered Kar Sakte Hai Kabhi Kabhi Galti Se Humse Important or Personal Data Files Delete Ho Jate Hai or Hum Unhe Puri Tarah Se Khoo Dete Hai Par Aaj Jo Tip Me Aapko Duga Jis Hum Apne Sare Deleted Data Ko Retrieve Kar Sakte Hai Yaha Me Aapko 2 Best Method Sikhuga Un Dono Se Hi Aap Sare Files Retrieve Kar Sakte Hai
Android Me Kabhi Bhi Kuch Bhi Permanently Delete Nhi Hota Jo Bhi Aap Delete Karte Hai Uski Files Aapke Android System Me Rah Jati Hai or Aap Thodi Se Technical Tips Se Aasani Se Usse Recovered Bhi Kar Sakte Hai Kabhi Kabhi Hum Mobile Ko Reset Kar Dete Hai Yaha Rooting Ki Wajah Se Hamare Files Delete Ho Jate Hai Aaj Me Aapko Jo Trick Sikhauga Jis Aap Deleted Files Ko Recover Ya Retrieve Kaise Kare Uske Bare Me Janege…
How to Recover Deleted Files In Android Device
Ab Aap Mere Bataye Gaye Steps Ko Padhkar Aasani Se Deleted Files Ko Fir Se Apne Smartphone Me Recovered Kar Sakte Hai Yaha Par Batayi Gyi Trick Bahut Hi Simple Hai Aapko Aasani Se Samajh Aa Jayegi Umeed Hai Aap Bhi Apne Deleted Chat Files or Files Ko Recovered or Retrieve Kar Sakoge Par Iske Liye Bhi Kuch Requirements HaiRequirements :-
• Aapke Paas Pc, Computer Ya Laptop Hona Jaruri Hai
• Aapke Paas Android Phone Hona Chahiye
• Aapke Paas Ek USB Cable Bhi Honi Chahiye Jis Aap Pc, Laptop Ko Android Se Connected Kar Sakoge.
• Aapke Pc, Laptop Me Wondershare : Dr Fone Software
• Android Device Ka Developer Option Enabled Hona Jaruri Hai
Step-1 Sabse Pahle Aapko Apne Android Me Developer Options Ko “Enabled” Karna Hoga Develpoer Option Ko Enable Karne Ke Liye Apne Device Ki “Setting” Me Jaye or Waha “About Phone” Me Jaye Waha Par “Build Number” Ka Option Milega Us Par Lagataar “Tap” Karte Rahe Jab Tak “Tap” Karte Rahe Jabtak Developer Option Enabled Na Ho Jaye
Step-2 Ab Aap Apne Device Ki “Setting” Me Jaye or Waha Par Aapko “Developer Option” Milega Usme Jaye or Waha Jakar “USB Debugging” Par Tick Mark Lagaye
Step-3 Ab “WonderShare Dr.Fone For Android” Ko Apne Laptop Ya Computer Me Install Kare or Uske Bad Open Karke USB Cable Se Apne Pc/Laptop Se Android Mobile Ko Connect Kare

Step-4 Ab WonderShare DrFone Ko Khole Jis WonderShare Aapke Deleted Files Ko Scan Karega or Aapko Woh Files Show Karega Jo Deleted Ho Chuki Hai Ab Aapko Yaha Par Audia Videos or Music or Text Messages Sab Files Show Karega Par Aapko Waha Diye Gaye “Next” Button Par Click Karna Hai

Step-5 Next Par Click Karne Ke Bad Deleted Files Ko Scan Kiya Jayega Scanning Completed Hone Tak Intzaar Kare

Step-6 Jab Scanning Completed Ho Jayegi to Aapko Sabhi Deleted Items Ki List Dikhayi Degi Ab Aapko Jo Jo Recover Karna Hai Usse Selected Kare or Recover Button Par Click Kare

Is Tarah Se Aap Sare Deleted Files Ko Aasani Se Recover Kar Sakte Hai Ab Aapke Deleted Files Kahi Nhi Jayenge Aap Aasani Se Recover Kar Sakoge
Dosto Kaisa Laga Yeh Article Mujhe Umeed Hai Aapko Jarur Passand Aaya Hoga Ager Aapka Koi Sawaal Jawab Ho Kya Kuch Puchna Chahte Ho to Niche Ke Comment Box Me Aapna Comment KareAap Mujhe Facebook Par Bhi Contact Kar Sakte Hai
bahut achha he….
hindiorme.blogspot.com
Thanks Bhai Aapko Yeh Trick Achha Laga.. Me Aapke Liye Aise Hi Limhta Rahaga Bahut Bahut Dhanyawaad