Online Train Enquiry: जानिए कहां और कैसे चेक करें ट्रेनों का स्टेटस
Train Ka Ek Time Table Hota Hai Jiske Anusaar Train Scheduled Ki Jaati Hai, Ab Train Enquiry Ke Liye Dhire Dhire Technology Me Bahut Badlav Hua Hai Ab Aap Ghar Bethe Net Banking Use Kar Sakte Hai, Tez App Se Upi Transaction Minutes Me Kar Sakte Hai or Cinemas, Bus or Train Ki Booking Ghar Bethe Internet Ki Help Se Kar Sakte Hai, Par Train Location Enquiry Ki Baat Kare to Time Correct Running Location Aap Android Mobile Me Aasani Se Check Kar Sakte Hai
Indian Railway Train Enquiry Kaise Karte Hai or Train Map Location Kaise Pata Karte Hai? Agar Aapko Pata Nahi Hai to Aaj Me Aapko Issi Baare Me Batane Wala Hu, Jaise Aap Online Utility Bills Payments Karte Hai or Train Ki Ticket Book Karte Hai Usse Bhi Aasan Tareeke Ko Follow Karke Aap Train Ki Current Location Dekh Sakte Jisme Se Kuch Service India Government Ne Provide Ki Hai
- How to Change Birthday Date On Facebook After Limit Crossing
- Facebook Profile Picture Guard Kya Hai Aur Kaise Use Kare
- Facebook Messenger Java Mobile Me Kaise Install Kare
Train Enquiry or Live Status Train, Online Live Map, Train Time Table or PNR Status Check Kaise Karte Hai Mobile Phone Se Uske Liye Me Aapke Liye Bahut Achi Information Lekar Aaya Hu Jis Aap Sikhoge Online Train Inquiry Karne Ka Tarika
Online Train Enquiry Kaise Kare Hai, Train Time Table Online
India Railways Ne Travellers Ke Liye Bahut Sare Online Tools and Service Available Karwaye Hai Jis Train PNR Check, Online Train Reservation, Booking or Train Time Table Check Karne Ka Suwida Uplabndh Karwayi Hai, Android Mobile Me Train Time Table Check Karne Ka App Download Karke Train Ka Samay Suchi Dekh Sakte Hai
Sabse Pahle Google Play Store Par Jaye or NTES App Ko Download Kare or Install Kar Le
Ab App Ko Open Karte Hai to Aapko App Dashboard Me Bahut Sare Options Milenge Jisko Kis Tarah Se Follow Karna Hai
Spot Your Train
Is Option Me Jakar Aap Jis Platform Par Hai Waha Aane Wali Train Ki Location Enquiry or Time Table Check Kar Sakte Jis Aapko Pata Chal Jayega Ki Yeh Kab Aayegi or Iska Route Kya Hai Bus Iske Liye Aapke Paas Train No. Hona Jaruri Hai, Agar Aapka Railway Number Pata Nahi Hai to Aap Google Me Train Ka Name Likhkar Uska Number Pata Kar Sakte Hai
Me Ek Train Dekhna Chahta Hu Jiska Number 51974 Hai or Me Search Karta Hu to Mujhe Train Ka Name or Aaj Ki Date Samne Aa Jati Hai “Show Status” Par Click Karke Uska Route, Time Table, Schedule, Delay Sab Kuch Pata Kar Sakta Hu, Is Tarah Aap Bhi Apni Train Time Table Train Enquiry Online Kar Sakte Hai
Live Station
Yeh Option Par Jane Ke Bad Aap Indian Railway Train Enquiry Live Station Status Ki Jankari Le Sakte Hai, Vartmaan Station Ki Shithti Jaanne Ke Liye Aapko 2 Particular Platform Ka Status Pata Kar Sakte Hai or Jankari Le Sakte Hai Ki Yaha Kon Konse Train Jayenge or Unka Time or Train Name Number or Unke Sabhi Routes Ki Live Jankari Prapat Kar Sakte Hai
Uske Liye Aapko NTES App Ko Open Karna Hai or Live Station Option Me Jakar Dono Platform Ka Name Likhna Hoga or Train Time Next 2 or 4 Ghante Bad Ki Check Karna Hai Usse Selection Kare or Get Trains Button Par Click Kare Jis Aapko Un Trains Ki Live Location or Unki Jankari Mil Jayegi
Train Schedule
Es App Me ‘Train Schedule’ or ‘Cancelled Train’ Ka Bhi Features Aapko Mil Jata Hai, Yeh Option Me Jakar Aap Kisi Bhi Train Ka Route Matlab Woh Aaj Kaha Se Kaha Tak Jayegi or Is Time Par Us Station Par Jayegi Check Karne Ke Liye Aapko Keval Train Number Daalkar Uski Puri Jankari Hasil Kar Sakte Hai Jis Aap Train Time, Platform Par Kab Jayegi Yeh Sabhi Sawaal Ka Jawaab Mil Jayenge
Sabse Pahle Aapko NTES App Me Jana Hai or Schedule Option Me Jakar Us Train Ka Number Dalna Hai Jiski Aap Schedule Enquiry Kar Rahe Hai Number Dalne Ke Bad Aapko Train Ke Puri Din Ka Live Schedule Screen Par Aa Jayega
Online Train Ka Time Table or Location Kaise Pata Kare
Train Between Stations – Isse Aap Do Station Ke Bich Ki Duri or Aane Wali Train Ke Bare Me Pata Kar Sakte Hai
Cancelled Trains – Is Option Me Jakar Radd (Cancel) Ki Gyi Sari Trains Ke Bare Me Pata Kar Sakte Hai
ReSchedule Trains – Pichle Kuch Dino Ki Trains Ke Time Table Ko Dekh Sakte Hai or Aage Ke Dino Me Aane Wali Train Ka Schedule Jaan Sakte Hai
Diverted Trains – Yaha Par Kisi Bhi Train Ko Diverted Kiya Jata Hai Ya Uski Badli Ki Jati Hai to Woh Jankari Yaha Dekh Sakte Hai
NTES App Ke Features Kya Hai Iske Bare Me Hindi Jankari
Me Aapko Bata Du Ki National Train Enquiry System Dwara Official Government Based Ek App Hai Jo Aapko Real Time Train Ka Time Table or Aane Wali Train Ka Time Ke Sath Train Se Judhi Sabhi Enquiry Me Help Karta Hai Yeh App Central Railway Information System Ne Devlop Kiya Hai
- Google Tez App Kya Hai – Download and Earn Kaise Kare
- GB Instagram Android Me Download Kaise Kare
- Syndicate Bank Net Banking Kaise Activate Apply Kare
Yeh App 2 Station Ke Bich Ki Duri, Kis Station Ko Konsi Train Jane Wali Hai, Train Ka Schedule or Time Kya Hai, Is Platform Me Kon Konsi Train Kya Time Aayegi Ki Jankari Ke Sath Aap Sare Train Ki Enquiry Online Kar Sakte Hai Is App Ke Kuch Khas Features Hai Jo Aapko Bahut Pasand Aayege
- Yeh App 139 Trains Ki Live Enquiry Kar Sakti Hai Jis Lagbhag Sabhi Popular Trains Shamil Kiye Gaye Hai
- Good Looking, Fast or Mobile Friendly App Hone Ke Sath Is App Ka User Interface Bahut Hi Acha Hai
- Station Ke Display Board Par Show Hone Wali Enquiry Yaha Aapko App Me Dekhne Ko Mil Jayegi
- Enquiry Counter Ki Sari Services Aapko Es Ek App Me Mil Jayegi
Train Enquiry Kaise Karte Hai, Kisi Bhi Train Ka Time Table, Platform Ka Time Table, Online Enquiry Counter Service Paane Ke Liye NTES App Bahut Helpful Hai, Next Post Me Aapko Top 5 Train Enquiry Apps Ke Bare Me Bataunga Umeed Karta Hu Yeh Jankari Aapke Liye Helpful Sabit Hogi
Agar Aapka Koi Sawaal Hai to Comment Kare