Google Play Store पर Fake Apps का पता कैसे लगाये?
How to Find Fake Apps In Google Play Store? Android Smartphones Ka Sabse Bade App Store Jis Hum Play Store Ke Naam Se Jante Hai Jaha Par Aapko Billions Application Dekhne Ko Mil Jayegi, Aapko Apni Jarurat Ke Hisaab Se Sabhi Applications Dekhne Ko Mil Jayegi, Par Bahut Baar Aisa Hota Hai Ki Aap Play Store Par Koi Bhi App Download Karne Ke Liye Search Karte Ho or Waha Par Aapko Bahut Sare Similar Apps Show Hote Hai Aise Me Aap Confused Ho Jaaoge Ki Konsa Application Real Hai or Konsa Fake Hai, Ji Haan Dosto Aaj Me Aapko Play Store Par Fake Apps Ka Pata Kaise Lagaye
Fake Apps Ko Download Karne Se Aapko Bahut Nuksaan Hota Hai Kyuki Yeh Apps Data Mining or Unwanted Advertising Ke Purpose Se Banaye Jate Hai, Yeh Apps Bahut Harmful Hote Hai Jo Anonymously Access Permission Le Lete Hai or Aapki Personal Information, Contacts, Media Files, Bank Card Details, Documents or User Information Chura Lete Hai or Unko Kisi Advertisement Company Ko Sell Kar Dete Hai Jis Aapko Bahut Sare Faltu Calls, Messages or Email Aane Lagte Hai
- PowerBank Kya Hai? Power Bank Kaam Kaise Karta Hai
- Jio Internet Speed Kaise Badhaye – Jio Tips & Tricks
- PowerBank Safety Tips : Kya Powerbank Se Mobile Charge Karna Chahiye?
Otherwise, Play Store Fake Apps Android Phone Security Ke Liye Bhi Khatra Ban Jati Hai Kyuki Yeh Apps Harmful Viruses or Malware Aapke Phone Me Install Kar Dete Hai Jis Aapka Personal Data Personal Nhi Rahta, Aisa Karne Ke Liye Hackers or Developers In Fake Apps Ko Banate Hai, Aaj Aapko Bataunga Ki Fake Apps Ko Identified Kaise Kare or Fake Apps Ko Android Me Install Karne Se Kaise Bache?
Google Play Store Me Fake Apps Ka Pata Kaise Lagaye? 5 Tips
Google Play Store Ne Google Play Protect Features Ko Add Kiya Hai Jis Harmful Behavior or Security Risks Wale Apps Ko Scan Karke Uninstall Kar Deta Hai, Harmful Apps Ko Mobile Me Kabhi Download Nahi Kare or Android Security Ko Follow Kare or Hamesha Secure Rahe, Abhi Me Aapko Bataunga Ki Google Play Store Me Fake Apps Ka Pata Kaise Lagaye Ki Konsa App Real Hai Konsa Fake?
How to Spot & Avoid Fake Android Apps in Play Store – Abhi Me Aapko Kuch Aise Tarike Bataunga Jis Aap Jan Sakte Hai Konsa Application Duplicate Hai or Konsa App Original Hai, Fake Apps Ko Identified Karna Bahut Aasan Hai, Jiske Liye Aapko Yeh 5 Baate Hamesha Dhyan Me Rakhna Hoga
Search App Name In Play Store
Jab Aap WhatsApp Download Karne Ke Liye Google Play Store Me Search Karte Hai to Aapko WhatsApp Name or Usi Icon Me Bahut Sare Apps Nazar Aayege Jo Dekhne Me Bilkul Original Apps Ki Tarah Hai.
Kyuki Yeh Original Apps Ko Puri Tarah Se Copy Karte Hai Jis Visitor Galati Se Galat Application Download Kare Aise Me Aapko Niche Bataye Gaye Kuch Tips Ko Follow Karna Hai or Fake Dupilcate Apps or Original Apps Me Farak Pata Karna Hai.
Check App Name & Developers
Play Store Par Ek Hi Naam Ka Ek Publisher or App Hota Hai, Download Karne Se App Ka Naam Sahi Se Check Kare or Uske Bad App Ke Andar Jakar Uske Publisher Ka Name Dekhe, Agar Koi Aapko Name Ajeeb Lage to Usse Download Nahi Kare Kyuki Woh Fake App Ho Sakta Hai
Bahut Baar Hackers Aisa Bhi Karte Hai Ki Publisher Name Spelling Me Mistake Karke Application Publish Karte Hai to Is Baat Ka Dhyan Jarur Rakhe or Fake Farji Apps Ko Download Karne Se Bache
Customers Review & Comments
Google Play Store Me Konsa App Acha Hai Pata Karne Ke Liye Sabse Pahle Uske Review or App Comments Ko Padhe Jis Aapko First 5 Review Me Hi Clear Ho Jayega Ki Yeh Application Original Hai Ya Fake Hai
Agar App User Ko Apps Sahi Nahi Lagta to Woh Hamesha Uska Negative Review Dete Hai or Agar Application Achi Hai to Aapko Positive Review Dekhne Ko Milega, Me Aapko Suggestion Karunga Ki App Reviews or Comment Padhe or Uske Bad Hi Application Ko Download Kare
App Publish Date
Agar Aapko Phir Bhi Doubt Hota Hai Ki Aap Fake App Ko Download Kar Rahe Hai to Sabse Best Hoga Ki Aap App Published Date Check Kare or Jo App Sabse Purana Hoga Woh Original Hoga
Kyuki Fake Apps Original Ko Dekhkar Hi Bataye Jate Hai or Unke Bad Hi Play Store Me Dale Jate Hai Isliye Released Date or Updating Date Ko Check Kare
Rating & Downloads
Rating or Downloads Bhi Aapko Fake Apps Identify Karwate Hai Jiska Sabse Jyada Downloads Hote Hai Woh Apps Original Hote Hai or Rating Bhi App Popularity Ke Bare Me Batata Hai
Fake Apps Ke Downloads Jyada Nahi Hote or Unki Rating Hamesha Down Hoti Hai Aise Me Fake Application Ko Pehchanana Aapke Liye or Bhi Aasan Hoga
In Conclusion
However, Google Play Store Me Fake Duplicate Apps Ko Identify Kaise Kare or Fake Apps Ka Pata Kaise Lagaye Jis Aap Android Phone Me Duplicate Applications Install Hone Se Bach Sakte Hai Jis Aapki Security or User Information Security Bni Rahegi
To Aapko Yeh Article Kaise Laga Hume Comments Me Jarur Bataye or Apne Friends Ke Sath Bhi Share Kare
Acchi jaankari hai bro.
stay connected
Nice article bro thanks for sharing this article