जानें कि Google खोज कैसे काम करता है?
Hello Friends Kaise Ho Aap Aaj Aap Janege Ki Google Kya Hai or Google Ke Bare Me Puri Jankari Yaha Par Share Karunga Jo Google Ko Explain Karne Ke Liye Kaafi Nhi Hai Par Aapko Google Ke Bare Me Normal Jankari Jarur De Sakta Hu Aaj Ke Is Article Ke Me Aap Janenge Google Ke Bare Me Google Kya Hai or Ye Kaise Kam Karta Hai Google Ki Puri Jankari Hindi Me.
Google Most Popular Search Engine or Internet Ki Sabse Badi Company Hai, Aaj World Ki Sabse Popular Website Google Hi Hai, or Yeh Content Bhi Aap Google Se Search Karke Padh Rahe Hai, Aapko Kya Lagta Hai Google Ek Search Engine Hai? Par Aap Galat Hai Google Search Engine Service Ke Sath Bahut Sare Unique Tools or Service Provide Karta Hai
Google Kya Hai or Google Ko Kisne Banaya Hai or Google Banane Ka Kaaran Kya Tha? Aaj Se 15-20 Saal Pahle Online Communication Bahut Muskil Tha Aaj Ki Tarah Aap Online Kuch Bhi Dhund Nhi Sakte The, Par Aaj Google Ne Isko Possible Kar Dikhaya Hai or Aap Online Kuch Aasani Se Find Kar Sakte Hai
यह भी पढ़े – Android Mobile Phone Hack Kaise Kare
Google Kya Hai? Agar Aapse Se Question Puchha Jaye to Aapka Answer Hoga Ek Search Engine Aapko Bata Du Ki Google Ek Search Engine Ke Aalawa Ek Bahut Badi Internet Company Hai Jo Pure World Ki Number One Internet Company Hai Iske Sath Sath Hame YouTube, Gmail, Android,Chrome,Google+,Google Map Jaisi Service Provide Karati Hai Agar Hum Google Ki Alexa Rank Ki Baat Kare to Google Top Par Aata Hai Is Se Aap Hisab Laga Aakte Hai Ki Google Kya Hai.
- Google Chrome Extensions Android Mobile Me Install Aur Use Kaise Kare
- Google Adsense Account Disapproved Hone Ke Baad Fir Se Apply Kab Kare
- Facebook Social Toolkit Premium Version Free Download Kaise Kare
Jab Bhi Hum Internet Use Karte Hai to Sab Se Jyada Hum Google Ka Hi Use Karte Hai Aur Kisi Ke Bare Me Search Karte Hai to Bhi Google Hi Karte Hai But Agar Hame Koi Question Puche Ki Aap Google Use Karte Ho to Kuch Google Ke Bare Me Jankari De to Hum Jyada Google Ke Bare Me Nahi Bata Sakte Hai Agar Aap Bhi Janana Chahte Hai Ki Google Kya Hai to Chaliye Aapko Batata Hu.
Google Kya Hai – Google Ke Bare Me Puri Jankari
Google Ek Multi National Companie Hai Jaha Par Hame Har Parkar Ki Jankari Aasani Se Mil Jati Hai Aur Google World Ki Number 1 Multi National Company Hai Iske Sath Sath Google Hame Bahut Sare Apne Product Provide Karta Hai Chalo Jante Hai Google Ke Bare Me.
Wikipedia Ke According Google Ek American Multinational Technology Company Hai Jo Hame Internet Se Related Service and Products Provide Karti Hai. Google Ke Internet Par Bahut Tarah Ki Service or Product Hai. Google Ko California Me Sthit Stonford University Me Ph.D. Karne Wale 2 Students Larry Page, Sergey Brin Ne 1996 Me Files Find Karne Ke Liye Banaya Th In Dono Ko “Google Gus”Ke Name Se Bhi Jana Jata Hai.
Google Search Engine Billions Websites Ke Pages Ko Apni Memory Me Store Karta Hai or Jab Bhi Koi Google Me Keywords Search Karta Hai to Google Us User Ke Dwara Search Kiye Gaye Keyword Se Related Sites Pages Ko Us User Ke Samne Show Karta Hai
Google Ko Banane Ke 2 Saal Baad Google Ke Owners Ne Google Ko Sale Karna Chaha Kyoki Un Ki Study Par Google Ka Galat Infect Pad Raha Tha to Google Ke Onwera Ne Google Ko 10 Lac Me Bechana Chaha Parntu Ye Nahi Ho Paya Jise 10 Lac Me Google Ko Buy Karna Chahte The Usne Google Ko Lene Se Inkar Kar Diya.
Bad Me Vinod Khosla Ne Is Decision Ki Ninda Ki Kyoki Vinod Khosla Google Ko 750,000 Dollar Me Buy Karbe Ki Larry Page or Sergey Brin Se Bat Bhi Kar Li Thi Us Time Khosla Excite Company Ke Venture Capitalist The.
Google Apne Startuo Days Me Stonford University Ki Website Ke Sub Domain Google.Stonford.Edu Ke Name Se Chalaya Jata Tha or 15 September 1997 Me Google Ne Google.Com Domain Register Kiya or 4 September 1998 Me Googel Ne Apni Khud Ki Google Company Bani.
Google 1998 Apne Starup Days Me Kuch Is Tarah Dikhai Deta Hai Jo Niche Image Me Dikhaya Gaya Hai
Google Ka Matlab Kya Hota Hai
Google Aaj Ke Time Me Ek Aap Aesa Word Ban Chuka Hai Jo Khud Hi Apne Bare Me Btata Hai Ki Woh Kya Hai or Iska Matlab Kya Hai. Aap Is Formula Se Google Ko Clearly Samajh Sakte Hai.
Google Ki Full Form Is Tarah Hai – Global Organization Of Oriented Group Language Of Earth. Isko Aap Is Tarah Se or Bhi Achhe Se Samajh Sakte Ho.
- G :- Global
- O :- Organization Of
- O :- Oriented
- G :- Groups
- L :- Language Of
- E :- Earth
Google Ki Kamai Kitni or Google Company Kamai Kaise Karti Hai Is Bare Me Baat Kare to Google Ka Main Income Source Advertising Se Hota Hai, Google Ki Earning Adsense or AdMob Par Depending Hoti Hai, Matlab Agar Koi Client Aapna Business Promotion Karta Hai to Woh Admob Use Karta Hai or Website Promotion Ke Liye Google Adsense Ko Advertising Dete Hai
Or Issi Advertising Ki Wajah Se Blogger or Youtube Par Advertising Provide Ki Jati Hai, Google Ke Sabhi Product’s Ek Dusre Se Kisi Na Kisi Tarah Se Ek Dusre Se Linked Hai Is Wajah Se Google Sabse Badi Internet Company Ban Gaya Hai Jo Per Second 4000$ Se 5000$ Earning Advertising Se Prapat Karta Hai.
Apple, Samsung or Microsoft Bhi Google Ki Tarah Badi Company Hai, or Earning Ke Mamle Me Google Fourth Number Par Aata Hai List Me –
Google Ki Earning Report
Revenue Increase: Us$66.00 Billion
Net Income: Us$16.00 Billion
Total Assets: Us$130 Billions
Google Kon Konsi Service Provide Karvata Hai
Jaisa Ki Mene Upar Btaya Tha Ki Google Sirf Ek Search Engine Nahi Hai Ye or Bhi Bahut Sari Services Provide Karta Hai. Yaha Me Aapko Google Ke Dwara Provide Karvai Jane Wali Kuch Top Services Ke Bare Me Bta Raha Hu.
Google Ki No. 1 Service Google Search Engine Hai. Aap Apne Browser Me Google.Com Type Karke Google Search Engine Ko Open Kar Sakte Hai Jaha Aap Kuch Bhi Search Karo Aapko Aapke Sabhi Sawalo Ka Jawab Mil Jayega.
Google Other Services List:
1. Google Search – Google Ka Homepage Ek Search Engine Hai Jaha Se Aap Lakho Indexed Website Se Information Parapat Kar Sakte Hai, Aapko Har Jankari Jo Imternet Par Availble Hai Woh Yaha Se Find Kar Sakte Hai
2. Youtube – Youtube World Ka Sabse Bada Online Video Portal Hai Jo Google Ka Ek Product Hai Yaha Se Aap Koi Bhi Video or Music Online Stream Kar Sakte Hai
3. Chrome Browser – Chrome Ek Aisa Stable Internet Browser Hai Jis Sabhi Pasand Karte Hai Jo Android or Windows Ke Liye Availble Hai.
3. Blogger – Yeh Ek Free Blog Service Hai Jispar Aap Khud Ka Blog Banakar Apne Thoughts Likh Sakte Hai, Jispar Aap Custom Domain Bhi Add Kar Sakte Hai.
4. Adsense – Website or Blogs Ko Advertising Dene Ke Liye Google Adsense Sabse Acha Ads Network Hai, Yeh Bloggers or Youtubers Dono Ke Liye Income Source Ban Chuka Hai.
5. Adwords – Apne Business Ko Promoted Karne Ke Liye Online Advertising Ke Liye Adwords Sabse Best Raasta Hai Jis Aap Adsense Publishers Ko Apne Ads Dekar Promotion Karwa Sakte Hai.
6. Gmail – Duniya Me Sabse Jyada Use Hone Wala Email Service Bhi Google Ka Hai, Gmail Se Aap Emails Send or Received Kar Sakte Hai.
7. Android – Android Smartphone Ka Operating System Hai Jo Smartphone Me Sabse Jyada Use Kiye Jane Wala Opreting System Hai, 60% Phones Ko Android OS Diya Jata Hai.
8. Google+ – Google Plus Social Networking Website Hai Jisko Google Orkut Ke Bad Mahtav Mila Hai, Yeh Facebook, Twitter Ki Tarah Social Media Networking Site Hai.
9. Google Drive –Google Drive Ek Online Data Storage Hai Jo Free or Premium Plan Me Milta Hai, Har Google Account Me Aapko 15GB Data Store Limit Free Milta Hai
10. Google Analytics – Agar Aap Apno Website or App Ko Real Time Performance Check Karna Chahte Hai or Analytics Traffic Ki Help Se Real Time Data Report Dekh Sakte Hai.
11. Google Maps – Yeh Full Earth Ka Map Hai Jisme Aapke Ghar Ka Mere Ghar Ka Office Ka Matlab Puri Duniya Ka Map Hai Jisko Raasta Bhulne Par Use Kar Sakte Hai.
12. Google Play Store – Google Play Store Android Ka App Store Hai Aur Google Play Services Se Aap Apps, Games, Books, News, Movies or Music Download Kar Sakte Hai.
13. Google Duo – Yeh High Quality Video Calling Application Hai Jo Aapko Low Data Me Better Video Quality Me Video Calling Ki Service Deti Hai
14. Google Business – Google Maps Me Apne Business Ko Add Karke Aap Apne Business Ko Logo Tak Pahucha Sakte Hai, Ghar, Dukan or Company Ka Address Google Business Me Jodh Sakte Hai
15. Google News – Chrome Browser Ke Homepage Feed Me or Google Search Ke News Section Me Jo Top News Hoti Hai Woh Google News Hoti Hai Jo Top New Website Se News User Ko Deta Hai.
16. Google Allo – Yeh Ek Instant Chat Messenger Hai Jo WhatsApp Ki Tarah Chatting App Hai, Yeh Bilkul.WhatsApp Ki Tarah Hai.
17. Google Photos – Aap Yaha Par Unlimited Photos or Video Online Store Kar Sakte Hai or Usse Social Sites Par Share Kar Sakte Hai Is Tool Pahle Pahle Google Picasa Ke Naam Se Jana Jata Tha.
18. Google Webmaster Tool – Yeh Tool Webmaster Ke Liye Hai Jo Google Search Ka Console Hai Jaha Se Aap Website or Blog Ko Google Me Indexing Ke Liye Submit Kar Sakte Hai.
19. Google Tez – Yeh India Ka App Hai Jo Upi Payment Karne Me Help Karta Hai Isse Bank Account Se Dusre Bank Me Paiso Ka Lenden Phone Se Kar Sakte Hai.
20. Google G-Pay – Online Secure Payment Karne Ke Liye G Pay Banaya Gaya Hai Jo Payment Ko Secure Karega or Aapki Transaction Ko Security Dega.
21. GBoard Keyboard – Multiple Language Type Karne Ke Liye GBoard Keyboard Best Keyboard Hai, Isse English to Hindi Type Kar Sakte Hai or Lagbhag Sabhi Language Ko Support Karta Hai.
22. Google Wi-Fi – Isme Google Ne WiFi Service Ko Lagbhag Sabhi Desho Me Failaya Hai Jiske Andar India Me Railway Station Par Free WiFi Milta Hai Woh Google Ki Hi Service Hai.
23. Google Translate – Kisi Bhi Sentence Ko 1 Language Se Dusre Me Translate Karne Ke Liye Google Translate Best Tool Hai Jo Sabhi Language Ko Support Karta Hai.
24. Google Wallet – Google Wallet Online Payment Gateway Hai Jo Paypal Ki Tarah Kaam Karta Hai Isse Aap Online Money Transfer or Receive Kar Sakte Ho.
25. Google Contacts – Google Account Me Contacts Ka Backup Banane or Apne Contact Number Ko Secure Rakhne Ke Liye Google Contacts Best Service Deta Hai.
26. Android Messages – Yeh Ek Android App Hai Jo Aapke Text Message Ko Google Account Me Synchronize Karta Hai or Secure Rakhta Hai.
27. Google Trends – Yeh Google Search Engine Ka Keyword Explore Tool Hai Jo Google Search Queries Trends Ko Show Karta Hai or Google Se Konsa Keyword Jyada Search Hua Hai.
28. Google URL Shortener – Aap Kisi Bhi Long Link or URL Ko Short Kar Sakte Hai or Usse Analysis Bhi Kar Sakte Hai Yeh Free or Useful Tool Hai.
29. Google Assistant – Yeh Google Ka Robotic Assistant Hai Jo Aapse Baat Karega Aap Usse Kisi Bhi Chiz Ki Jankari Le Sakte Hai or Phone Call, Play Music or Alram Jaise Command De Sakte Hai.
30. Google Blog –Google Ki Har Ek Jankari Google Apne Blogs Par Share Karta Hai or Har Ek Country Ke Liye Alag Se Blog Banaye Gaye Hai Jo Google Updates Share Karte Hai.
Google Helpful Tools & Service Ki Baat Kare to Sayad Kabhi Khatam Nhi Hogi Kyuki Google Ne Bahut Sare Tools or Product’s Banaye Hai Ki Jaise Chrome Book, Froogle, Google Alerts, Google App Engine, Chrome Os, Google Voice, Google Calendar, Google Docs, Google Developer, Google Fiber, Google Fonts, Google Now, Google Directory, Google Patents, Google Video, Google Labs, Google Talk, Picasa, Orkut, Etc.
Google Kya Hai? Google Ke Bare Me Puri Jankari Hindi Me Share Ki Hai Jis Aapko Google Ko Samjhne Me Bahut Help Milegi, Mujhe Umeed Hai Aapko Yeh Jankari Pasand Aayi Hogi
Agar Aapka Koi Sawaal Hai to Comment Kare or Isse Judhe Vichar Hamare Sath Saanjha Jarur Kare or Jai Google Baba Ki!